Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

6 Number

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: 6 Number

    asslam o alykom
    discussion start krnay ka to main nay naheen kaha sirf aus baat ka reference maanga hay jo aap nay ki hay.....
    aalim say bhi main kl mila hon laykin zaroori naheen k aalim nay agar la ilmi zahir ki hay to waqai hysa ho...
    aap wo hadith coat kr dain jis main nimaz ko afzal jihad kaha gaya hay,baat he khatm ho jaayay ge....wrna guzarish hay k suni sunai baaton ko tehqeeq kiyay bagair aagay na bayan kia kejyaay....
    jzak ALLAH
    w slam
    mugheera

    Comment


    • #17
      Re: 6 Number

      Jzak Allah
      W Slam

      Comment


      • #18
        Re: 6 Number

        Jazak Allah
        Allah Tala Humein In Sub Batoob Pe Amal Kerne Ki Tofeeq Aata Fermay Ameen

        Comment


        • #19
          Re: 6 Number

          Asslam o Alycum
          Mashallah buhat achay

          Comment


          • #20
            Re: 6 Number

            JazakAllah
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment


            • #21
              Re: 6 Number

              Originally posted by mugheera View Post
              asslam o alykom
              discussion start krnay ka to main nay naheen kaha sirf aus baat ka reference maanga hay jo aap nay ki hay.....
              aalim say bhi main kl mila hon laykin zaroori naheen k aalim nay agar la ilmi zahir ki hay to waqai hysa ho...
              aap wo hadith coat kr dain jis main nimaz ko afzal jihad kaha gaya hay,baat he khatm ho jaayay ge....wrna guzarish hay k suni sunai baaton ko tehqeeq kiyay bagair aagay na bayan kia kejyaay....
              jzak ALLAH
              w slam
              mugheera
              Kisi ko apni la-ilmi ki wajha sey ye kehna k
              SUNI SUNAI BAAT AAGEY NA KI JAIEY
              ek ghalat rawish hey.
              Seekhney ka ye ghalat tareeqa hey k jis sey kuch hasil ho osey apni kam ilmi k bawajood iss andaz maiN mukhatib kya jaiey.
              Agar aap ko shak hey to hadees khud talash kar lijiey....maiN ney koi suni sunai baat nahi ki...........ye hadees hey........aap jesey ilam waley k liey itna kafi hey........aur agar aap ney hadees ki sari kitabaiN dekhi heN to phir aap ko iss ki zaroorat hi pesh na aati.
              Reference yioN bhi ulma e kiram hi maang saktey heN awam ka kaam ulama sey seekhna hey.
              Yehi mera jawab hey aap k liey.
              :rose :rose :rose

              :rose :rose :rose

              Comment


              • #22
                Re: 6 Number

                Originally posted by ASAD View Post
                JazakAllah
                Sahira,Mashal,danicool82 aur Asad bhai jazak Allah for comments.
                :rose :rose :rose

                :rose :rose :rose

                Comment


                • #23
                  Re: 6 Number

                  Jazak Allah khair
                  bahut shukriya
                  wasalam...

                  Comment


                  • #24
                    Re: 6 Number

                    Jazak Allah for comments.
                    Nice signature Nisa.
                    :rose :rose :rose

                    :rose :rose :rose

                    Comment

                    Working...
                    X