Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kursi

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kursi

    Assalamualaikum Members

    Mujhe yeh maloom karna tha ke kiya hum kursi per beth kar namaaz ada karsaktay hai ???


  • #2
    Re: Kursi

    jazak ALLAH.............................

    es sawal ka koi fiqa sy tahalak hay?

    kursu per namaz hu jati hay ager niyat saaf hu too simple

    Comment


    • #3
      Re: Kursi

      Originally posted by Khalil View Post
      jazak ALLAH.............................

      es sawal ka koi fiqa sy tahalak hay?

      kursu per namaz hu jati hay ager niyat saaf hu too simple
      Asal mey mujhe samajh nahi aarahi thi isay kaha post karo so yaha post kardi...

      waisay jawaab denay ka Shukiya :) Dekhtay hai aur log kiya kehtay hai :lpop:

      Comment


      • #4
        Re: Kursi

        Originally posted by jums View Post
        Asal mey mujhe samajh nahi aarahi thi isay kaha post karo so yaha post kardi...

        waisay jawaab denay ka Shukiya :) Dekhtay hai aur log kiya kehtay hai
        :lpop:

        Comment


        • #5
          Re: Kursi

          Originally posted by jums View Post
          Assalamualaikum Members

          Mujhe yeh maloom karna tha ke kiya hum kursi per beth kar namaaz ada karsaktay hai ???
          walaikum salam bro.
          acc. to my limited knowledge---we r only allowed to pray following Sunnah of Rasool ALlah (s.a.w)

          without any specific reason hum doosrey tareekey sey namaz nahi perh saktey hein
          doosrey tareekey means beyth ker ya isharon sey etc etc.....

          if there is a valid reason you can do so inshAllah
          Last edited by Z.; 10 January 2007, 21:36.
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Kursi

            hmm wel i get you.
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • #7
              Re: Kursi

              Originally posted by jums View Post
              Assalamualaikum Members

              Mujhe yeh maloom karna tha ke kiya hum kursi per beth kar namaaz ada karsaktay hai ???
              aap k sawal ka mukhtsar jawab ye hy k bagair sharee uzar k koi bhi namaz kursi par beth kar naheen pari jaskti ...
              han albata agar banda mareez ho aur is qadar taqat na ho k namaz main qiama aur rakoh o sajood wagera na karsaky to aysay shaks kiliye jaiez hy k wo kursi par beth kar namaz ada kary aur isharon k sath rokh o sajood kary..
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #8
                Re: Kursi

                Wel Jums Bahiee App Ka Sawal Tho Kafi Intresting Magar Bath yeh kursi per ho nimaz par sakte jo mazoor hai aur bemmar hai ...

                sihath mand kursi per nimaz nahiee kar saktha hai.
                mujay umeed hai app ke mera jawab acha laga,.
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment

                Working...
                X