Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

One Question about talaak

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • One Question about talaak

    Asslam-u-Alaikum ke baad arz he kah aik aadmi ne apni biwee ko talaak is waqat de di jab kah omeed se thi aur talaak ke saat din baad ALLAH TALLA JALLA SHANOHO ne us aurat ko beti ata farmai, ab talaak yafta aurat apni ghalti ko tasleem kar rahi he aur us ke ghar wale sulah ke lia koshash kar rahe hain aur kah rahin hain kah sharah main talaak nahin hoe aur sulah ho saki hain to is situation main shariet main kia hokam ha.
    Please urgent

  • #2
    Re: One Question about talaak

    Originally posted by hussainkhaliq View Post
    Asslam-u-Alaikum ke baad arz he kah aik aadmi ne apni biwee ko talaak is waqat de di jab kah omeed se thi aur talaak ke saat din baad ALLAH TALLA JALLA SHANOHO ne us aurat ko beti ata farmai, ab talaak yafta aurat apni ghalti ko tasleem kar rahi he aur us ke ghar wale sulah ke lia koshash kar rahe hain aur kah rahin hain kah sharah main talaak nahin hoe aur sulah ho saki hain to is situation main shariet main kia hokam ha.
    Please urgent
    w/slaam bhai sab se pehly to aap ko pegham par khush amdeed , us k bad aap nay jo sawal kiya hy wo zara tafseel talab hy , pehli baat to ye samjh lijiye k aap ka kia gaya sawal fatwa se mutaliq hy ham yahan fatwa to naheen dety bahar hal agar aap apny sawal ko tafseel se likheen k talaq deny waly ny kitni dafa aur kin lafaz k sath talak de to phir hi main bata sakta hon koi wazy surat baqi raha ye moamla k agar koi urat talaq k waqat hamila ho to kaya talaq hojati hy ya naheen to bhai is ka jwab ye hy k talak hojati hy agarcha aysi halat main talaq dena mana hy laikin agar kisi ny de di to talaq waqea hojay gi baqi sawal ka jawab aap ko baqi tafseel mohia karny k bad de dia jay ga...w/salaam khush rahiye...
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: One Question about talaak

      :jazak:
      :rose
      AoA k bad arz hy kah main aap ka bohat mashkoor hon kah aap ne bohat hi accha aur asaan jawab dia ALLAH TALLA aap ki dingi main berkat dale Aamin,
      baqi sawal ki wazahat main dobara pata kar ke bhegoon Ga. INSHA ALLAH.

      Comment


      • #4
        Re: One Question about talaak

        Well Yeh Sawal KafiIntresting Hai.. Hum Kehte HaiKe Is Tareeqe Se Yeh Talak Nahiee Hosakth ahI .. Us Ko chayee Ke Ho Is Talak Nama Ko Kisi Molana Ko Dekhaye Aur Tafseel Se BayanKarain Tho Jawab Khud ba Khud Nazae Aye Ga.
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment

        Working...
        X