Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Sawal

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    aik baat ka kahin say bhi mufassil aur mukammal jawab nahin milta
    bank main job karna/aur us ki salery sahih kiun nahin....
    bank ka nizaaam kis tarah say soadi nizam kehlaya jata hai

    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: Aik Sawal

    hmmm.

    :shh: :shh:

    :tasali:
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment

    • #3
      Re: Aik Sawal

      aslamo alykom, rida je main aap k sawal ka mufasal jawab don ga magar is kiliye aap ko thory din sabar karna parhy ga ...ummed hy aap intizar ki zehmat gawara kareen gi...
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4
        Re: Aik Sawal

        jee zuroor....
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: Aik Sawal

          اسلام علیکم ردا بہن آپ نے بنیادی طور پر دو سوال پوچھے ہیں ایک یہ کے بینک کی نوکری کیوں جائز نہیں ؟ اور دوسرا یہ کہ بینک کا نظام کس طرح سے سودی نظام کہلاتا ہے؟۔
          پہلے سوال کا مختصر جواب تو یہ ہے کہ بینک کی نوکری اس لیے جائز نہیں کہ بینک کا سارا نظام سود پر مبنی ہوتا ہے لہذا سود میں خود ملوث ہونا بھی گناہ ہے اور اسکے کام میں مدد و معاون ہونا بھی سخت گناہ ہے اللہ پاک ارشاد ہے....... لاتعاونو عل الا ثم والعدوان یعنی برائی کے کاموں میں ایک دوسرے کی مدد نہ کرو۔۔۔القرآن
          سود کے متعلق نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی احادیث سے بھی صراحتا ممانعت موجود ہے حضرت جابر سے مروی ہے کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے سود کھانے والے اور کھلانے والے اور اس کے کاتب یعنی لکھنے والے نیز گواہوں سبھی پر لعنت فرمائی ہے اور فرمایا ہے کہ وہ سب برابر ہیں۔۔صحیح مسلم

          یہاں سود لکھنے والوں اور گواہوں پر نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی لعنت ہے سے صاف ظاہر ہے کہ بینک میں ایسے کسی کلیدی عہدے پر فایز شخص جس کو سود کا حساب کتاب لکھنے یا پڑھنے یا اس میں کسی بھی طرح کی معاونت کرنی پڑتی ہو وہ اس حدیث کی رو سے ملعون یعنی لعنتی قرار پائے گا۔۔
          یہ تو تھا اصل حکم بینک کی نوکری کا مگر تاہم فقہا ء اسلام نے ایسے شخس کے لیے جو کہ معاشی طور پر بالکل مفلوج ہو کوئی دوسری ملازمت یا زریعہ معاش حاصل نہ ہو اور اگر وہ ملازمت ترک کرے تو فاقہ کشی کا اندیشہ ہو تو اس صورت میں ایسے شخس کے لیے تھوڑی بہت رخصت یہ دی ہے کہ دل میں اس ملازمت کو برا جانتے ہوئے اور ساتھ ساتھ دوسری نوکری کی تلاش میں سرگرداں رہ کر بینک کی ملازمت کو بطور مجبوری کرسکتا ہے مگر شرط یہ ہے کہ اسی پر قناعت نہ کر بیٹھے ۔۔۔۔
          یہ تو تھا آپ کے پہلے سوال کا جواب رہی دوسرے سوال کی بات تو میرا نہیں خیال کے اس پر مجھے کوئی دلیل دینے کی ضرورت ہے کہ آیا بینک کا نظام سودی ہے یا نہیں کیونکہ یہ تو بڑی کھلی اور روشن بات ہے کہ بینک کا سارا نطام ہی سودی ہے۔۔امید ہے آپ کو اپنےسوالات کا جواب مل گیا ہوگا۔۔۔
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: Aik Sawal

            Meray Bhi Aik Baat Ka Jawab Dain Zara.pakistan Main Is Waqat Jitna Bhee Paisa Chapta Hai Woh Paisa ''imf'' Ki Faraham Kerda ''mashinoo'' Say Chapta Hai.aur Saari Dunia Janti Hai Keh Imf Aik Sudd Kay Kam Wala Bank Hai.too Kia Is Waqat Jo Paisa Aap Ki Pocket Ya Meri Pocket Main Hai Kia Woh ''haraam'' Ka Ya Sudd Ka Nahi Hai?
            Aur Dosri Baat Yeh Keh '''is Waqat Pakistan Ki Puri ''maeeshiyat'' Sudd Per Hai.aur Jab Puri Maeeshiyat Suud Per Ho Too Zahir See Baat Hai Keh Sara Country Hee Sudd Ka Paisa Khay Ga. Kion Keh Paisa Too Pakistan Ka Hi Hai Aur Pakistan Ki ''maeshiyat'' Sudd Per Hai.
            Aur Aik Baat Aur Keh Bank Walon Ka Paisa Ager Haraam Hai Too Phir Zahar See Baat Hai Keh Us Ki ''zakaat'' Bhee Jaiz Nahi Lakin Phir Koi Bhee Shop Walay Ya Kisi Bhee Aam Insaan Kay Liyae Bank Walay Insan Ka Paisa Kaisay Halal Ho Sacta Hai.
            Ab Aap Kuch Batain Plz
            Fight for Khilafah
            :insha:

            Comment

            • #7
              Re: Aik Sawal

              Assalaam-0-Alaikom:rose
              Aabid bhai aap ka buht buht shukriyaaa......

              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: Aik Sawal

                Originally posted by abdulwahab View Post
                Meray Bhi Aik Baat Ka Jawab Dain Zara.pakistan Main Is Waqat Jitna Bhee Paisa Chapta Hai Woh Paisa ''imf'' Ki Faraham Kerda ''mashinoo'' Say Chapta Hai.aur Saari Dunia Janti Hai Keh Imf Aik Sudd Kay Kam Wala Bank Hai.too Kia Is Waqat Jo Paisa Aap Ki Pocket Ya Meri Pocket Main Hai Kia Woh ''haraam'' Ka Ya Sudd Ka Nahi Hai?
                Aur Dosri Baat Yeh Keh '''is Waqat Pakistan Ki Puri ''maeeshiyat'' Sudd Per Hai.aur Jab Puri Maeeshiyat Suud Per Ho Too Zahir See Baat Hai Keh Sara Country Hee Sudd Ka Paisa Khay Ga. Kion Keh Paisa Too Pakistan Ka Hi Hai Aur Pakistan Ki ''maeshiyat'' Sudd Per Hai.
                Aur Aik Baat Aur Keh Bank Walon Ka Paisa Ager Haraam Hai Too Phir Zahar See Baat Hai Keh Us Ki ''zakaat'' Bhee Jaiz Nahi Lakin Phir Koi Bhee Shop Walay Ya Kisi Bhee Aam Insaan Kay Liyae Bank Walay Insan Ka Paisa Kaisay Halal Ho Sacta Hai.
                Ab Aap Kuch Batain Plz
                janab abdul wahab sahib pehli baat to ye hy k ye koi behaso mubahisa section naheen hy....aur dosri baat ye k na hi ye koi fatwa section hy hamara yahaan fiqa section qaiem karny ka maqsad serf itna hy k roz marra k deeni masail ka bary main logon k sath apna thora bohat ilam shar karsakeen...
                aur rahi baat aap k uthay gay sawaalat ki aap asabit kaya karna chaty hain k agar sara mulak sood khara rahay to kaya sood ko is bunyad par halal qarar de diya jay..agar aap mera oper wala jawab hi gour se par layty to aap ko itni lambi tamheed bandhny ki zaroorat na mehsoos hoti...main nay saf saf likh hy k fuqha e kiraam azar ki bina par bank ki nokri ki ijazat dety hain magar taham ...aap agar isis usool ko apny iye gay sawloon par apply karlen to mery khial main aap ko aap ka jawab mil jay ga...:rose
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: Aik Sawal

                  ap samjhay nahi meray bhi
                  Fight for Khilafah
                  :insha:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aik Sawal

                    Main Aap Ko Seedhi See Baat Samjhata Hon.
                    Hamaray Chand Ulma Akram Kehtay Hain Keh Aaj Kal Kay Door Main Bank Ki Job Jaiz Hai.aur Kuch Kehtay Hain Keh Nahi Jaiz.
                    Ager Jaiz Ho Bhee Too Meray Yeh Sawaal Aaj Kal Kay Door Main Uthtay Hain.
                    1...bank Main Kam Kernay Walay Shaks Ka Aik Aik Paisa Haraam Hai Us Ki Zakaat Nahi Ho Sacti Kion Keh Haraam Kay Paisay Ki Zakaat Bhee Kabool Nahi Hoti.mera Yeh Sawaal Hai Keh Jabv Bank Walay Shaks Kka Aik Aik Paisa Haraamm Hai Too Jab Woh Markeet Jata Hai Koi Chez Kharednay Too Us Say Paisay Lainay Walay Dookandaar Kay Liyae Woh Paisa Haraam Nahi Hai?
                    2.....bank Main Sudd Ka Kam Hota Hai Yani Haraam Ka Kam Hota Hai Too Jin Logon Kay Bank Main Accounts Hain Too Kia Woh Halaal Khatay Hain?
                    3....jab Pakistan Ki Purri Maeeshiyat Sudd Per Hai Yani Haraam Per Hai Too Aap Kaisay Keh Sactay Hain Keh Bank Wala Shaks Haraam Khata Hai Aur Aik Doosra Shaks Hallal Khata Hai.jab Keh Donoo Hi Aik Hee Maeshiyat Kay Munafay Ki Kamai Kha Rahay Hain?
                    4....bank Main Kisi Na Kisi Ko Too Kam Kerna Paray Ga Ager Na Karay Too Log Kahan Say Apna Rupia Paisa Nikalwain Gay Ya Rakhain Gay.aur Yeh Sab Hakoomat Kay Under Ho Raha Hai.yahan Per Ager Kal Her Koi Bank Na Jay Too Aap Ko Pata Haiu Kia Ho Ga.saray Kay Saray Kam Thapo Ho Jain Gay.aap Kia Kehtya Hain Is Kay Baray Main?
                    Meray Paas Aur Bhee Buhat Say Sawaal Hain Lakin Yeh Buhat Iham Hain?
                    Answer Me Plz Plz?
                    Fight for Khilafah
                    :insha:

                    Comment

                    • #11

                      aslamo alykom, janab abdul wahab sahib :rose
                      dekhiye yahaan mujh se sawal hua tha k bank ki nokri koin saheeh naheen aur bank ka nizam kis tarahs esoodi hy ?
                      jis par main nay pehly sawal ka jawab de diya k bank ki nokri is liye saheeh anheen k bank ka sara nizam sood par mabni hy...
                      aur dosry sawal ka main ny ye jawab dia k bank k nizam k soodi hony par aaj tak kisi ko bhi ikhtilaf naheen lehaza main us ki wazahat ki zaroorat naheen mehsoos karta...
                      reh gaya aap k pouchy gay sawalat ka taluq to pehli baat ye hy k aap k utahy gay sawalat malomati se ziyada behasi amoor k mutaliq hain jin ka ye section mutahamil naheen aur na hi mera itna ilam hy k main un par behas karsakon...is kiliye mera mashwara aap ko yahi k agar aap ko waqae hi in sawalaat k jawab ki zaroorat hy to kisi faqeeh ya mufti se rabta kareen...
                      baqi haqeeqat to main arz karchuka hon k bank ki nokri ko aaj tak jaiez kisi nay naheen kaha mery naqis ilam k mutabik han aksar fuqha majbpoori ki halat main batoore karahat bank ki nokri kar layni ko rawa samjhty hain aur yehi cheez main nay likhi bhi hy...
                      jin logon ka bank main paisa hy un k bary main bhi ziyada tar uqha yehi kehty hain k agar ghar par ya kisi aur jaga ye paisa ziyada mehfooz naheen to phir halate majboori ki wajha se bank main rakhwa laien magar munafa hargiz na lien...
                      pakistan ki maeshat ka sood par hona bhi ham sab kiliye aik iztarai moamla hy is par bhi ham iztrar wali halat ka hi lago haga ..
                      raha bank main kisi na kisi k kaam karny wali baat to pehly to chaiye k sara nizam hi badala jay agar wo naheen karsakty to kam az kam bank ki nokri ka baycott agar aysa bhi mushkil ya namumkin hy to phir halat ki majboori wala moamla yahaan bhi darpeesh hoga ummeed hy aap baat samjh gay hongay....
                      aur ab baray mehar bani is section ko behaso mubahisa section na banaien..:rose
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik Sawal

                        tekh hai bhi
                        AB MAIN AAP SAY KUCH NAHI POOCHOON GA BALKEH AAJ KAL HEE KISI ALIM KAY PAAS JAON GA.KION KEH MUJHAY IN SAWAALAT KAY JAWAB KI ZAROORAT HAI.
                        AAP ZARA APNAY AKHRI KAHI HUI LAINE PER GHOOR KARAIN AAP NAY KAHA KEH
                        ''raha bank main kisi na kisi k kaam karny wali baat to pehly to chaiye k sara nizam hi badala jay ''
                        YEH NIZAAM HEE AISA HAI MERAY BHI KEH HUM KO SUDD KHANA PERAY GA.
                        AAP NAY ''TAKKI MEER USMANI'' SAHIB KA NAM SUNA HO GA
                        WOH JASTICE(R) HAIN.JAB WOH JASTICE THAY TAB UNHOON NAY HAQOOMAT KO HUKAM DIYA THA KEH SUDD KA NIZAAM BADLOO LAKIN HAQOMAT NAY UN KO JAWAAB DIYA KEH
                        ''MAOLANA AAP IS NIZAAM KAY MUKABIL KOI HALAAL NIZAAM LAY AIN JIS MAIN HUM SARAY KERZAY BHEE ADDA KER SACAIN ''
                        MASHAALLAH ''TAQI MEER USMANI'' SAHIB IS WAQAT PURAY PAKISTAN MAIN BUHAT ZAHEEN SHAKS HAIN UNHOON NAY HAQOOMAT KO SUDD KAY KHILAAF NIZAAM DIYA JIS MAIN SARAY KERZAY BHEE ADDA HO JANAY THAY .HAQOOMAT NAY UN SAY 1 SAAL KI MUHLAT MANGI.1 SAAL BAAD JAB UNHOON NAY DOOBARA KAHA TOO ZALEEN TAREEN HAQOOMAT NAY BAJAY NIZAAM BADALNAY KAY JASTICE HEE BADAL DIYA.
                        KEHNA MAIN YEH CHAHTA HON KEH
                        ''JAB TAK HAQOOMAT NIZAAM NAHI BADAL DAITI TAB TAK KUCH NAHI HO SACTA''
                        AUR HAMARI HAQOOMAT TOO ALLAH KAY KANOON TOOR RAHI HAI WOH KIA SUDD SAY HAMARI JAAN CHURAI GI.
                        INSHAALLAH IS DAFA MUSHARRAF WILL GONE HO JAY GA.
                        INSHAALLAH INSHAALLAH INSHAALLAH
                        Fight for Khilafah
                        :insha:

                        Comment

                        • #13

                          aap nay bilkul saheeh farmaya taqi usmani sahib k ilawa aur bhi bohat se ulam nay sood se paak bankari ka baqeda nizam bana kar apni apni kitabon main jany kab se likh diya hy magar is ka kaya kareen k koi amal hi naheen karna chahta...
                          jamate islami k pro, khurshid ahmad nay bhi ye nizam peesh kia aur un k ilawa pro dr tahirul qadri bhi is nizam ka baqeda implemintaion ka tareeqa kar bhi appni kitab main wazy karchuky hain magar hamari hokamat magrib k hathoon khilona bani hui hy....
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          Working...
                          X