Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik aur question

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik aur question

    Originally posted by aabi2cool View Post
    naheen main nay ye kab kaha tumhari samjh hameesha ki tarah ulti hi hay main kal shaam ko tumhary ghar aakar tumheen ye masla samjhaon ga...
    yehan ka masla yehan hee rahy to theek hay...............

    ........... ager 4 aima theek hain to pher kiun siraf aik ko hee mashal e rah banaya jay......sab ke baat mani jay.....

    Comment

    • #17
      Re: Aik aur question

      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
      bhot shukriya janab and pfcourse ham aap ko akser zehmat dete rahen gay k jab bhi kisi say hamain koi nai bat pata chalti hai ham uss ki authenticity ko zaroor check kertay hain aur ab tou humain aik acha source mil gaya hai PG ki surat mein :)
      so nice of you.
      je bilkul aap ko koi bhi masla ho kisi bhi kisam ka jis ka taluq shariat se ho aap yahaan zaroor pouchiye main aap ko mustanad hawalo k sath jawab don ga...
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #18
        Re: Aik aur question

        Originally posted by Khalil View Post
        yehan ka masla yehan hee rahy to theek hay...............

        ........... ager 4 aima theek hain to pher kiun siraf aik ko hee mashal e rah banaya jay......sab ke baat mani jay.....
        sab ki ray par aik waqat main amal karna bohat mushkil hy aur taqreeban namumkin hy wo is liye k charon aima k usooly ijtihad alag alag hain kisi masly main kisi aik ki koi ray hoti hy to dosry ki koi aur kabhi aik imam k usool k mutabik kisi masly main asani hoti hy to usi masly main dosry imam k usool k mutabik sakhti ka pehlo hota hy ..is liye agar ham sab k ray par amal kareen to wo mumkin naheen aur kabhi aik aur kabhi dosry ki ray par agar amal kareen gy to zahir hy k banda jahan asani dekhy ga wahan hi jay ga to is tarahs edeen mazaq ban jay ga aur bajay ALLAH ki itat k nafas ki itaat ghalib ajay gi yani asani ko dhondna asal maqsad hoga na k nafse masla..isi liye tamam bary bary ulma ny ye likha hy k kisi na kisi aik moain imam ki iqtada lazmi hy...
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19

          OK............hamara mazhab eslam aik mukamal zabta hayat hay,,yeh sab manty hian......lakin phr os main agy 4 tarah k zabty ajaty hian.....
          kia es tarah sy aik mazak nahi ban jata.......

          Jo ulma kehty hian k kisi aik kee takleed karni chayee...to mery khiyal main UN ulma ko mil ker yeh faisla kerna chayee....K Hazrat MUHAMMAD salal aly wa aly hee waslam:rose ny asool diy hain Un ko aik maslak banana chayee...

          es per aap kahin gy k 4roon maslak bee to wohi chez hain....wo sab theek hian....
          lakin ager main aik Witer ada kerta hun jo k aik Imam sahib ny kaha hy k kabi
          Hazrat MUHAMMAD salal aly wa aly hee waslam:rose
          be aik hee witer ada kerty thy............kia wo ghalt hay??? aap kahy gy k wo bee theek hay lakin main ada nahi ker sakta.......................to pher yeh mazak nahi hay.
          Last edited by ; 30 December 2006, 20:35.

          Comment

          • #20

            lagta hy tumheen dosri tarah hi samjhana pary ga....
            ab tum mujhy ye batao k ahadeeth main aik witar bhi aya hy aur 3 ,5 7,9,11 tak tum kis hadeeth par amal karo gay aur kis bunyaad par karo gay...?
            hadeeth main aya hy k aag se pakki hui cheez se wazo toot jata hy ...
            dosri adeeth main aya hy k NABI kareem saw ny bakri ka bhuna hua ghoshat khaya aur bagair wazu iye namaz ada ki tum kisi hadeeth par amal karo gay..?
            aik hadeeth main aya hy k jab do khatny mileen to ghusal farz hojata hy jab k dosri hadeeth main aya hy k jab tak anzaal na ho ghusal farz naheen hota tum kis par amal karoo gay...?
            in sab ka jawab do pehly phir baat karty hain?
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: Aik aur question

              Originally posted by aabi2cool View Post
              je bilkul aap ko koi bhi masla ho kisi bhi kisam ka jis ka taluq shariat se ho aap yahaan zaroor pouchiye main aap ko mustanad hawalo k sath jawab don ga...
              so nice of U :rose
              "All I have learned from Life is that I know nothing."

              Comment

              • #22
                Re: Aik aur question

                Originally posted by aabi2cool View Post
                lagta hy tumheen dosri tarah hi samjhana pary ga....
                ab tum mujhy ye batao k ahadeeth main aik witar bhi aya hy aur 3 ,5 7,9,11 tak tum kis hadeeth par amal karo gay aur kis bunyaad par karo gay...?
                hadeeth main aya hy k aag se pakki hui cheez se wazo toot jata hy ...
                dosri adeeth main aya hy k NABI kareem saw ny bakri ka bhuna hua ghoshat khaya aur bagair wazu iye namaz ada ki tum kisi hadeeth par amal karo gay..?
                aik hadeeth main aya hy k jab do khatny mileen to ghusal farz hojata hy jab k dosri hadeeth main aya hy k jab tak anzaal na ho ghusal farz naheen hota tum kis par amal karoo gay...?
                in sab ka jawab do pehly phir baat karty hain?
                mera nahi khiyal k aisa hun....Hazrat MUHAMMAD salal aly wa aly hee waslam:rose ny aisa farmaya hun...wo to deen ko assan banany k liy aye hain.
                aur un ka koi bee amal...khamkhawa nahi huta hay...yeh aap bee janty hian...
                aur jo jo batian unain ny kee hian wo hum sab manty hian......

                baher hal jo aap ny ahades biyan kee hian wo theek nahi hain.....Hazrat MUHAMMAD salal aly wa aly hee waslam:rose kabi bee ...........double personality Nauz bilALLAh ekhtiar nahi kerty hian....

                sory for tht........
                aur mera khiyal hay k es ko Behas o mubahsa k section main ly jaya jay....

                Comment

                • #23

                  pehli baat to ye hy k issy behaso mubahisa section main hargiz na laykar jana...
                  dosri baat ye hy k ye sab ahdeeth jo main ny peesh ki ye bukhari shareef ki arwayat hain jo quran k bad sab se saheeh kitab hy dunia main ..
                  aur rahi baat aap ka ye khana k in ahdeeth se NABI KAREEM SAW KI DOUBLE PARSONALITY KA SHUBA HOTA HY to ye sara sar aap ki kam ilmi aur ilme hadeeth se jahalat ka sabot hy issi liye main ny ye ahdeeth peesh keen theen k aap ny ulmah ki ray ko mazaq kaha tha ...
                  so main ny chaha k aap ko aap ko ilame quran o hadeeth main aap ki postion se aagah kardon....
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24

                    salam o alikum.....

                    jab aap ny kaha NABI KAREEM SAW k bary main k WO kabi aik baat kehty to kabi dosery baat kehty to humain un kee batian AIma akram ny batai hain.....
                    mujy samaj nahi aati..k aya aak aima ko such sabit krna chahty hain na NABI KAREEM SAW ko......kiun k aik imam kuch aur kehta aur dosera emam kuch aur kehta hay........

                    mera KHiyal sy Imam ghalt hu sakty hian NABI KAREEM SAW to hain hee theek.....

                    In the end... mera personaly faisla yeh hay k main inshaALLAH 4 emamo kee jo bee baat hugi os per amal karonga chayee namaz jis tarah bee ada kee jay.

                    Comment

                    • #25

                      mery khial main hamari aaj ki mulaqaat main ye sab moamlaat aap ko achi tarah samjh aagay....
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aik aur question

                        aakhoo...................................thanks

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aik aur question

                          very nice aabi bhai:jazak:

                          Comment

                          Working...
                          X