Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aik sawal

    ham Surah Rehman translation k sath perrh rahe thay tou Rab-ul-Mashreeqain e wa Rab-ul-Maghrebain ka matlab dekha dono mashriqun aur dono maghribon ka Rab.
    kiya yahan dono se murad this world and the world here after hai yani jo ham kehte hain dono jahan ya es ka matlab kuch aur hai. ham ne socha shayed koi humain ye baat yahan clear ker dey
    "All I have learned from Life is that I know nothing."

  • #2
    Re: aik sawal

    sur-e-rehman ki ayat 17 hai yeh... is ka mfhoom yahi hai keh Woh Rub hai dono mashreeqo'n ka aur dono magreebo'n ka... is ki tafseer mein aisa hai ke "aik garmi ka masheeq aur aik sardi ka mashreeq" aur isi tarah magreeb ka bhi hai.... isi liye tasniyaha( twise) ziker kiya gaya hai... ahsan-ul-bayan mein darj hai ke musamon ke aitbaar se mashreeq aur magreeb ka mukhtaleef hona is mein bhi Insaano aur jino ki buahat si maslehatein hai.. isi liye ise bhi naymat qara diya gaya hai...
    baaqi detail mein aap ko abbi bhai bata deinge... hum ne sarsari ziker kiya hai... per deeply abbi bhai bata deinge Inshallah..:)

    Comment

    • #3
      Re: aik sawal

      Originally posted by ummid View Post

      bhot shukriya Ummid ji :roseaur aap ki baat humain samjh aa gae. I am obliged k aap ne reply kiya and mazeed ka intzaar rahe ga
      "All I have learned from Life is that I know nothing."

      Comment

      • #4
        Re: aik sawal

        Originally posted by ummid View Post
        sur-e-rehman ki ayat 17 hai yeh... is ka mfhoom yahi hai keh Woh Rub hai dono mashreeqo'n ka aur dono magreebo'n ka... is ki tafseer mein aisa hai ke "aik garmi ka masheeq aur aik sardi ka mashreeq" aur isi tarah magreeb ka bhi hai.... isi liye tasniyaha( twise) ziker kiya gaya hai... ahsan-ul-bayan mein darj hai ke musamon ke aitbaar se mashreeq aur magreeb ka mukhtaleef hona is mein bhi Insaano aur jino ki buahat si maslehatein hai.. isi liye ise bhi naymat qara diya gaya hai...
        baaqi detail mein aap ko abbi bhai bata deinge... hum ne sarsari ziker kiya hai... per deeply abbi bhai bata deinge Inshallah..:)
        100% true
        main ny bee yehi reply kerna tha...aik bandy Doc. Zakir naik sy yeh pocha tha:rose

        Comment

        • #5
          Re: aik sawal

          :rose
          Originally posted by ummid View Post
          sur-e-rehman ki ayat 17 hai yeh... is ka mfhoom yahi hai keh Woh Rub hai dono mashreeqo'n ka aur dono magreebo'n ka... is ki tafseer mein aisa hai ke "aik garmi ka masheeq aur aik sardi ka mashreeq" aur isi tarah magreeb ka bhi hai.... isi liye tasniyaha( twise) ziker kiya gaya hai... ahsan-ul-bayan mein darj hai ke musamon ke aitbaar se mashreeq aur magreeb ka mukhtaleef hona is mein bhi Insaano aur jino ki buahat si maslehatein hai.. isi liye ise bhi naymat qara diya gaya hai...
          baaqi detail mein aap ko abbi bhai bata deinge... hum ne sarsari ziker kiya hai... per deeply abbi bhai bata deinge Inshallah..:)
          bohat khoob bilkul theek jawab dia ummeed sister aap ny...:rose
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          Working...
          X