Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Sajdayé sahoo aik sawal!
Collapse
X
-
Originally posted by Xenya View PostJazakAllah khair
aslamo alykom dear sister tafseeli jawab to bad main inpage main laga don ga filhaal aap itna jaan lain k sajda saho namz main kisi wajib ko bhol kar chor deny se ya phir kisi farz main takheer hojany par ada kiay jata hy ...
aur is ka tareeeka ye hy k akhiri tasha,hod main atta hiyat k bad aik taraf salam phair kar do sajdy lagatar kiya jaty hain phir sari attahiyat yani darood aur dua par kar akhir main salaam phiar dia jata hy...:roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment