Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

1 sawal ...........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 1 sawal ...........




    sawal ye hai ke hum insano ko duniya mein kyun bheja geya hai?

    sirf ibadat ke liye?
    ibadat ke liye to Farishtey hi kafi hain...

    phir kya reason ho sakta hai insan ko duniya mein bhejne ka ?

  • #2
    ibadat key liye paida kiya hai"

    Ibadat sirf namaz perhney ko nahi kehtey hein :)

    ye lafz apney andar bohot gehrai rakhta hai

    agar mey aik line mey is ka jawab dun to wo ye ho ga key

    Insan apni zindagi yun guzarey jaisey Allah T'ala chahtey hein ---Quran o sunnah ki pairwi kertey huye
    zindagi ki her field mey, her age mey, her stage per hum Islam ko follow karein

    aur end result

    Jannah InshALlah :D


    farishtey aur insaano mey main diff. yahi hai key farishton key paas free will nahi hai ---jo key insaano ko di gai hai ---
    Last edited by Z.; 20 November 2006, 15:02.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    Working...
    X