Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

    assalamalikum
    Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    assalamalikum
    Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?
    WaAlaikum Assalam ,
    De humnay kaeey Jaghon per perha hay k Aurton ka qabristan jana mamnoo hai..............Akhbar e Jehan mein Kitab o sunnat ki roshni mein bhi perha tha humnay ....:)
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

      ziarte qaboor bilittifaq jaiz hy laikn urtoon k qabrastan jany man ulmah ka ikhtilaf hy ziyada tar ulmah mana farmaty hain aur jo ijazat bhi dety hain wo intihai sakhat kisam ki shraite k sath dety hain lehaza is baab mian ziyada saheeh yehi hy k urtoon ko qabroon ki ziarat kiliye jana mana hy....
      baqi wALLAh o alam
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

        Originally posted by aabi2cool View Post
        ziarte qaboor bilittifaq jaiz hy laikn urtoon k qabrastan jany man ulmah ka ikhtilaf hy ziyada tar ulmah mana farmaty hain aur jo ijazat bhi dety hain wo intihai sakhat kisam ki shraite k sath dety hain lehaza is baab mian ziyada saheeh yehi hy k urtoon ko qabroon ki ziarat kiliye jana mana hy....
        baqi wALLAh o alam
        aabid plz Quran aur sunnat kee roshni main batain
        humain Ulma per ziyada bharosa nahi................

        Comment


        • #5
          Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

          Assalaam o alaikum
          mujhay jitna ilm hay uss k mutaabiq AURATON KA QABRUSTAN JANA JAEZ NAHI HAY,
          1.. bay pardagi ka khadshaa
          2.. jazbaati honay ki wajah say qabrustan maiN rona shuru kar daiti haiN iss liay mana farmaya gya hay...

          Khalil bhaee momin ko chaar sooratoN maiN harr haal maiN hona chahiay..
          1 aalim ho
          2 talib e ilm ho (deeni aloom ka)
          3 ulema ki sohbat maiN baiThnay wala ho
          4 ya kam az kam unn say muhabbat karnay wala ho..
          agar inn sabb maiN nahi hay to phir intezaar karay....

          jin pay bharosa nahi hay unn ko aalim nahi kehna chahiyai...

          Comment


          • #6
            Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

            Originally posted by mojju View Post
            Assalaam o alaikum
            mujhay jitna ilm hay uss k mutaabiq AURATON KA QABRUSTAN JANA JAEZ NAHI HAY,
            1.. bay pardagi ka khadshaa
            2.. jazbaati honay ki wajah say qabrustan maiN rona shuru kar daiti haiN iss liay mana farmaya gya hay...
            me ne bhi yahe suna tha molvi se....shukriya..:jazak: :rose
            sigpic


            Comment


            • #7
              Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

              main ny 2 din pehlay he quran tv say sunna tha k
              women ka qabrastaan jana mana hy,
              jab koi women qabrastaan jati hy to saray rastay farishtay aur ALLAH aur murday us per lanat bhegtay hain.
              sirf roza rasool ki ziyarat k liy ja saktay hain.
              is k elawa ye bhe tha k

              kabar per phool dalay ja saktay hain bcoz ter cheezain ALLAH ki hamd-o-sanaa karti hain jis say qabar walay ko sawab milta hy.

              Comment


              • #8
                Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

                asslam o alykom
                muslim shareef main nabi s a w s ki saheh hadith mojood hay k aap nay frmaaya
                main tumhain qbron ki ziart say mna kerta tha ....so ab aun ki ziart kia kro kyon k iss main aakhirt ki yaad hay.....
                dosri hadith jo imam ahmed nay apni kitab main rivayat ki hay wo yeh hay....
                ALLAH ki lanat ho qbron ki ziart kernay waalion pr.....
                in 2 ahadith main bzahir controdiction nzr aata hay laykin jysa k muslin shareef ki hadith main mojood hay k ......main tumhain ziart e qboor say roka kerta tha........to iss say yeh pta chahta hay k wo hadith nabi s a w s nay bad main irshad frmaai hay......
                laykin jysa k aabid sab nay likha hay k iss ki shraet boht sakht hay kyon k ortain aam tour pr wahan jaa ker aah o pukar kerti hain aur bay prdgi ka bhi khatra hota hay iss liyay agar wo in baaton say prhaiz kray to theek ....
                otherwise agar wo control naheen krsaktin to na jaain ....
                allah aml ki tofeeq ata frmaain ...ameen..
                w slam mugheera

                Comment


                • #9
                  Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

                  asalam u alykum,,
                  aurtoon ka ziyarat e qaboor jana jayez he bashart e keh is doran wo sirf allah se ahl e qaboor ki maghfirat ki dowa kerein or nek bandoon ke waseeley allah se dowa mangein na ke ahl e qaboor se, kiyon ke ahl e qaboor se mangna shirk he .......
                  baqee wala alm........:rose......... :jazak:
                  • duniya ek bazar he jo unqareeb band hojaegee.
                  • pholoon jesee khoshbo, chand jesee chandnee,lazawall muhabat or peroon me janat shafqat se bharee sirf maa he.................................:rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aurtoun ka qabirstan jana jaiz hai ?

                    Jee Han.
                    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                    Comment

                    Working...
                    X