Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jumaa ke din ka roza

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jumaa ke din ka roza

    Salam,

    Jumaa ke din roza nahi rakhna chahiyeh ........ aisa sun'ney mei aata hai is ki waja kya hai ?? sirf wajib rozey rakh saktey hain .... to kya shawal ke rozey ager shuroo kiyeh jayeh aur darmeyan mei jumma ka din aayeh to rakh saktey hain ???
    sigpic

  • #2
    Re: Jumaa ke din ka roza

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post

    walaikum salam

    tum aur Aanchal ye saari batein kahan sey suntey rehtey ho :P

    Jummay waley din aap bilkul roza rakh sakti hein ....mey ney kaheen bhi --is ki koi mumaaniat nahi perhi aur na suni hia
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Jumaa ke din ka roza

      Originally posted by Xenya View Post
      walaikum salam

      tum aur Aanchal ye saari batein kahan sey suntey rehtey ho :P

      Jummay waley din aap bilkul roza rakh sakti hein ....mey ney kaheen bhi --is ki koi mumaaniat nahi perhi aur na suni hia
      wessay humnay bhi perhi kaheen:donno: :donno: :donno: , aabhi kuch din pehlay humnay nafli rozay rakhay beech mein friday bhi aaya tha
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Jumaa ke din ka roza

        waise me ne to kabhi nahi suna ke jumme ke din roza nahi rakhna chaheye......confirm ho to zaroor batae ga.......:)
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Jumaa ke din ka roza

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          Salam,

          Jumaa ke din roza nahi rakhna chahiyeh ........ aisa sun'ney mei aata hai is ki waja kya hai ?? sirf wajib rozey rakh saktey hain .... to kya shawal ke rozey ager shuroo kiyeh jayeh aur darmeyan mei jumma ka din aayeh to rakh saktey hain ???
          اسلام علیکم صاءمہ بہن آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کے جمعہ کے دن کے روزے کی ممانعت والی حدیث سنن ابو داود شریف میں آئی ہے اور امام ابو داود فرماتے ہیں کے یہ حدیث منسوخ ہے تاہم فقہا نے اس حدیث کی بنا پر جمعہ کے دن کے روزے کو مکروہ لکھا ہے اس کی وجہ یہ ہے کہ یہودی احتراما ہفتے کے دن کا روزہ رکھا کرتے تھے لہذا ان کے ساتھ مشابہت نہ ہو اس لیے صرف جمعہ کے دن کے روزے کو منع کیا گیا اگر کو ئی لازمی جمعہ کےدن کا روزہ رکھنا چاہے تو اسے چاہیے کے یا ساتھ میں ایک دن پہلے ملا لے یا ایک دن بعد میں بھی روزہ رکھے باقی رہی بات شوال کے روزوں کے درمیان اگر جمعہ آجاے تو اس میں کوئی حرج نہیں۔۔

          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: Jumaa ke din ka roza

            Originally posted by Xenya View Post
            walaikum salam

            tum aur Aanchal ye saari batein kahan sey suntey rehtey ho :P

            Jummay waley din aap bilkul roza rakh sakti hein ....mey ney kaheen bhi --is ki koi mumaaniat nahi perhi aur na suni hia
            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            wessay humnay bhi perhi kaheen:donno: :donno: :donno: , aabhi kuch din pehlay humnay nafli rozay rakhay beech mein friday bhi aaya tha
            Originally posted by Wafa View Post
            waise me ne to kabhi nahi suna ke jumme ke din roza nahi rakhna chaheye......confirm ho to zaroor batae ga.......:)

            Originally posted by aabi2cool View Post
            اسلام علیکم صاءمہ بہن آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کے جمعہ کے دن کے روزے کی ممانعت والی حدیث سنن ابو داود شریف میں آئی ہے اور امام ابو داود فرماتے ہیں کے یہ حدیث منسوخ ہے تاہم فقہا نے اس حدیث کی بنا پر جمعہ کے دن کے روزے کو مکروہ لکھا ہے اس کی وجہ یہ ہے کہ یہودی احتراما ہفتے کے دن کا روزہ رکھا کرتے تھے لہذا ان کے ساتھ مشابہت نہ ہو اس لیے صرف جمعہ کے دن کے روزے کو منع کیا گیا اگر کو ئی لازمی جمعہ کےدن کا روزہ رکھنا چاہے تو اسے چاہیے کے یا ساتھ میں ایک دن پہلے ملا لے یا ایک دن بعد میں بھی روزہ رکھے باقی رہی بات شوال کے روزوں کے درمیان اگر جمعہ آجاے تو اس میں کوئی حرج نہیں۔۔

            Gul, Eshaa, Wafa aisa yahan akser log kehtey hain akser sun'ney mei aisa hi aata hai is liyeh htori confusion thi aur jesa Aabi bhai ne kaha kuch ahadees ke mutabiq aisa sun'ney mei aaya hai .....
            :jazak: Aabi bhai ......... mei ne shawal ek rozey shuroo kiyeh hain to beech mei juma bhi aa raha hai is liyeh confirm kerna chahti thi .. shukriya :rose
            sigpic

            Comment

            Working...
            X