Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Istakhara kay baray main sawaal?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Istakhara kay baray main sawaal?

    assalamalikum
    istakahara karnay kay bad jo bhi jawab aye kia us banday pay faraz hoo jata hai woh mannna ? yani kisi kaam kay leye aik banday nay istakhara kia ..isatakharay main Na main koi jawab a raha hoo to us banday ko woh kaam nahi karna chaye ? ya try kar leena chaye ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Istakhara kay baray main sawaal?

    Originally posted by Aanchal View Post
    assalamalikum
    istakahara karnay kay bad jo bhi jawab aye kia us banday pay faraz hoo jata hai woh mannna ? yani kisi kaam kay leye aik banday nay istakhara kia ..isatakharay main Na main koi jawab a raha hoo to us banday ko woh kaam nahi karna chaye ? ya try kar leena chaye ?
    Aslamo alykum ,
    Anchal sister aap ksawal ka mukhtsar jawab ye hy k istikhara ka basic matlab hi ye hy k banda apny kisi kaam k silsaly main apny RAB se mashwara karta hy.
    jab banda mashwara hi aysy kaam kiliye karta hy jis k bary main wo ye janna chahta hy k kary ya na kary to phir jaysa jawab aay wasy hi karna chaiye.
    magar taham shariyat ki rooh se us banda par istikhara main milny waly ishara par amal karna farz ya wajib hargiz naheen hota .
    maslan agar kisi bandy ny kisi kaam kiliye istikhara kiya aur jawab han main mila to ab us par ye farz naheen hy k wo aysa hi kar guzray....
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: Istakhara kay baray main sawaal?

      i send later..
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment

      • #4
        Re: Istakhara kay baray main sawaal?

        Aabid aap ka jawab mujy pasand aya .....right answer

        Comment

        • #5
          Re: Istakhara kay baray main sawaal?

          Originally posted by aabi2cool View Post
          Aslamo alykum ,
          Anchal sister aap ksawal ka mukhtsar jawab ye hy k istikhara ka basic matlab hi ye hy k banda apny kisi kaam k silsaly main apny RAB se mashwara karta hy.
          jab banda mashwara hi aysy kaam kiliye karta hy jis k bary main wo ye janna chahta hy k kary ya na kary to phir jaysa jawab aay wasy hi karna chaiye.
          magar taham shariyat ki rooh se us banda par istikhara main milny waly ishara par amal karna farz ya wajib hargiz naheen hota .
          maslan agar kisi bandy ny kisi kaam kiliye istikhara kiya aur jawab han main mila to ab us par ye farz naheen hy k wo aysa hi kar guzray....
          ok shukria :rose
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: Istakhara kay baray main sawaal?

            hmm sehe kaha abbi bahi :rose
            Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
            Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
            Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
            Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

            Comment

            • #7
              Re: Istakhara kay baray main sawaal?

              Originally posted by aabi2cool View Post
              Aslamo alykum ,
              Anchal sister aap ksawal ka mukhtsar jawab ye hy k istikhara ka basic matlab hi ye hy k banda apny kisi kaam k silsaly main apny RAB se mashwara karta hy.
              jab banda mashwara hi aysy kaam kiliye karta hy jis k bary main wo ye janna chahta hy k kary ya na kary to phir jaysa jawab aay wasy hi karna chaiye.
              magar taham shariyat ki rooh se us banda par istikhara main milny waly ishara par amal karna farz ya wajib hargiz naheen hota .
              maslan agar kisi bandy ny kisi kaam kiliye istikhara kiya aur jawab han main mila to ab us par ye farz naheen hy k wo aysa hi kar guzray....
              ager kisi aisey kaam ke liyeh istikhara kiya jayeh aur ous ka koi jawab na aaya ho, to kya kerna chahiyeh ??? ous kaam ko ignore ker dena chahiye, intezar kerna chahiyeh yaan ousey chor dena chahiyeh ??
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                Originally posted by Sweet & Sour View Post
                ager kisi aisey kaam ke liyeh istikhara kiya jayeh aur ous ka koi jawab na aaya ho, to kya kerna chahiyeh ??? ous kaam ko ignore ker dena chahiye, intezar kerna chahiyeh yaan ousey chor dena chahiyeh ??
                Aslam o alykum :rose
                aap k sawal ka jawab ye hy k akhir banda istikhara karta hi kiuon hy?
                zahir se baat hy k insaan ki zindgi ka koi bohat hi aham masla insaan ko darpeesh hota hy....
                Aur baz m asail aysy bhi hoty hain k k jin ka insan ki aynda aany wali zindgi se bara gehra taluq hota hy lehaza insaan tazabzub ka shikar hojata hy k aysi sorte haal main kaya kary? to phir wo apny rab ki taraf roju karta hy....ab jab ye baat zahir hochuki k ham istikhara karty hi is liye hain k ALLAH paak hamen kisi na kisi nateejy par pohncha de to aysi sortehal main kam az kam ikhlas yani masly k hal main khloos e niyat bohat hi ziyada darkar hy .aur sath hi sath aap ka bharosa yani tawkul ALLAH hi par ho aur phir aap istikhara kareen to inshALLAH koi na koi ishara zaroor mil jata hy . agar phir bhi jawab na aay to preshan naheen hona ALLAH aur us k bandy ka aik khas taluq hota hy baz oqaat ALLAH pak apny bandy k sabar ka imtihaan bhi layte hain k mera ye banda mery sath mashwara karny main kis qadar mukhlas hy.jab aysi sorte haal ho to aap ko chaiye k baar bar istikhara kareen aur khusho aur khuzu se kareen aur har baar jawab na aany ki surat main pehly se bhi ziyada apny rab k sath mohabat ka izhar karty huy mazeed khusho aur khuzu se istikhara kareen inshALLAH koi na koi masbat ishara zaroor mil jay ga.....
                agar is sari sorte hal se guzarny k bad bhi koi ishara na mily to phir ALLAH ny har insaan ko do adad aysi taqteen de hui hain k wo jo fesla kardeen insaan ko qabool karlena chaiye yani dilo demagh ...aur in dono main se bhi islaam k poient of view se dil ki baat zaroor sunni chaiye manni bhi ...agar aap ka dil kisi baat par motmaen hojay aur ksi fesly par aakar ruk jay to filfor usy kardeen...baqi wALLAH o alam......aap ka khair andeesh aabi
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9

                  :jazak: Aabi bhai ......... aap ke jawab se waqayee buhut itmenan huwa hai, khuda aap ko jazay-e-khair dai :)
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                    nice reply aabid

                    Comment

                    • #11
                      Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                      aabid bhai... isi se realted aik question yeh hai ke ager istekhaare mein "positive" ishaara mile lakeen dil phir bhi mutmain na ho aur koi us kaam ko na kare yaani us kaam ko karne se avoid kare tu kya hum gunnah ka irtekaab karte hain... kya yeh kufran-e-naimat hoti hai????
                      wazaih jawab dijyega plzz in easy urdu....
                      :jazak: ..

                      Comment

                      • #12
                        Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                            Jazzak Allah aabid bhai bohat achhey tareeqey sey aap ney baat per roshni daali hai ...
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: Istakhara kay baray main sawaal?

                              yaar aabid great..................really aisy reply to koi aalam bee nahi dy sakty. wo to baat ko tarkaa jaty hain
                              thnks for this............really we are lucky to have a member like you.

                              Comment

                              Working...
                              X