Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Biyanat of Maulana Tariq Jameel

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Biyanat of Maulana Tariq Jameel

    Assalam-u-Alaikum

    Biyanat of Maulana Tariq Jameel Sahib can be found here



    Maulana Tariq Jamil - Preacher of Islam
    sigpic

  • #2
    Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

    nice sharing,,he is great maN

    Comment


    • #3
      Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

      nice....
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment


      • #4
        Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

        jee khalil sahib naybhi kah diyaa
        don't know kon kaisa hai
        lakin
        kaisay yah mumkin hai yan aap kah saktayho k he is a great man ????????????????????????????????????????????
        janaab jee
        akidon ki baat hai sab
        baaki ALlah hi Allah hi jaanay
        AHL-e-HADEES hai wo
        or aap pata nahi
        kuch kahnahis aktaa main
        lakin main to AHL-e-SUNNAT hun
        koi nahi kahta k kisi or ko na suno or na himain kahun gaa
        lakin samjo

        shukriyaa
        Inna olia ALlahi a haufun alahim walahum yah zanun

        Comment


        • #5
          Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

          Originally posted by ummi View Post
          jee khalil sahib naybhi kah diyaa
          don't know kon kaisa hai
          lakin
          kaisay yah mumkin hai yan aap kah saktayho k he is a great man ????????????????????????????????????????????
          janaab jee
          akidon ki baat hai sab
          baaki ALlah hi Allah hi jaanay
          AHL-e-HADEES hai wo
          or aap pata nahi
          kuch kahnahis aktaa main
          lakin main to AHL-e-SUNNAT hun
          koi nahi kahta k kisi or ko na suno or na himain kahun gaa
          lakin samjo

          shukriyaa
          sooo sad....kaash musalman apne appko musalman khe ker mutarif kare (Ameen) :dua :dua

          is se agey me kuch nahi khena chahti
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

            Originally posted by ummi View Post
            jee khalil sahib naybhi kah diyaa
            don't know kon kaisa hai
            lakin
            kaisay yah mumkin hai yan aap kah saktayho k he is a great man ????????????????????????????????????????????
            janaab jee
            akidon ki baat hai sab
            baaki ALlah hi Allah hi jaanay
            AHL-e-HADEES hai wo
            or aap pata nahi
            kuch kahnahis aktaa main
            lakin main to AHL-e-SUNNAT hun
            koi nahi kahta k kisi or ko na suno or na himain kahun gaa
            lakin samjo

            shukriyaa
            kia samjhana chah rahe hain aap apni ye baat keh ker.....
            aap ko tu shayad apna nahi pata k aap muslim bhi hain ya nahi .....
            janab yahan sare aqayid k log atey hain lekin koi ye nahi kehta k hum sunni hain ya hum shiya hain.....ager aap ki aqal samne wale ki baat ko sahi samajhti hai tu aap us per amal karen werna apki marzi lekin aap ko kisi ko ye kehne ka koi haq nahi k aap sunni hain tu sunni hi ki baat suney or maney .........
            Wasalam

            Comment


            • #7
              Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

              jee main BAHUBI samaj sakta hun
              in baaton ko
              FIRKA WARIYAT kee
              lakin
              Insaan k andar shaur bh hona chaahiyay
              daykhay sab bahno bhaio
              Jsiay k aap sab ko pata hai
              in akeedon k baaray main
              muhtalif FIRKON k about
              yah 1 dusray say nahimiltay
              ahtlaaf hain in sab main
              jitnay bhi hain
              Agar farz karayn
              main apnay aapko sunnion k akiday ko galat thahraa dun
              lakin koi or yahan sharing karta jaya or log usay read kar kar k maan na shuru kar dayn
              to
              wo 1 galat cheez AKEEDAY par yakeen karna shuru ho rehayhon gay
              jok sahi na hi ho ga
              or yah sab aap logon ki wajah say ho gaa
              bcoz aap is k KARTA DARTA hain
              is web k
              is WASILAY k
              web k zariay
              ISi liyay yaan to aap sacchai nikaal kar rakh day saamnay
              yaan phir...................
              shukriyaaa
              or jahaan tak TARIK JAMEEL sahib ki bat hai
              wo sahib to yahaan tak changin kar chukay ahin k RASUL PAK 12 RABI UL AWWAL ko payda nahi huway thay
              or bhi bohat siii
              to banda unhayn aankhayn band kar k maan lay
              shukriyaaa
              Inna olia ALlahi a haufun alahim walahum yah zanun

              Comment


              • #8
                Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

                Originally posted by ummi View Post
                jee main BAHUBI samaj sakta hun
                in baaton ko
                FIRKA WARIYAT kee
                lakin
                Insaan k andar shaur bh hona chaahiyay
                daykhay sab bahno bhaio
                Jsiay k aap sab ko pata hai
                in akeedon k baaray main
                muhtalif FIRKON k about
                yah 1 dusray say nahimiltay
                ahtlaaf hain in sab main
                jitnay bhi hain
                Agar farz karayn
                main apnay aapko sunnion k akiday ko galat thahraa dun
                lakin koi or yahan sharing karta jaya or log usay read kar kar k maan na shuru kar dayn
                to
                wo 1 galat cheez AKEEDAY par yakeen karna shuru ho rehayhon gay
                jok sahi na hi ho ga
                or yah sab aap logon ki wajah say ho gaa
                bcoz aap is k KARTA DARTA hain
                is web k
                is WASILAY k
                web k zariay
                ISi liyay yaan to aap sacchai nikaal kar rakh day saamnay
                yaan phir...................
                shukriyaaa
                or jahaan tak TARIK JAMEEL sahib ki bat hai
                wo sahib to yahaan tak changin kar chukay ahin k RASUL PAK 12 RABI UL AWWAL ko payda nahi huway thay
                or bhi bohat siii
                to banda unhayn aankhayn band kar k maan lay
                shukriyaaa
                yahan is forum pe her firqe ko apni baat khene ka haq hai... yahan tak k ek shiya bhi apni posting kar sakta hai... sab ko apni bat khene ka haq hai... manna na manna ap k apne imaan or aqeede pe depend karta hai
                Islam me kafir ko bhi kafir khene se mana kia gaya hai or app to apne musalman bhai pe ungliyan uthate hain .. soo sad...
                app kisi ko ye nahi khe sakte k app galat firqe or aqeede se hain....
                or jahan tak app ne Maulana Tariq jameel sahab ki baat ki hai... un k bare me app ki apni soch hai.. or khene ko to boht si baten ki jati hain, lekin is forum pe firqa wariyat karna mana hai...
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

                  Nice sharing :rose

                  Allah rehm fermaie sab per
                  Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                  Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                  Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                  Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                  Comment


                  • #10
                    Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

                    Originally posted by ummi View Post
                    jee main BAHUBI samaj sakta hun
                    in baaton ko
                    FIRKA WARIYAT kee
                    lakin
                    Insaan k andar shaur bh hona chaahiyay
                    daykhay sab bahno bhaio
                    Jsiay k aap sab ko pata hai
                    in akeedon k baaray main
                    muhtalif FIRKON k about
                    yah 1 dusray say nahimiltay
                    ahtlaaf hain in sab main
                    jitnay bhi hain
                    Agar farz karayn
                    main apnay aapko sunnion k akiday ko galat thahraa dun
                    lakin koi or yahan sharing karta jaya or log usay read kar kar k maan na shuru kar dayn
                    to
                    wo 1 galat cheez AKEEDAY par yakeen karna shuru ho rehayhon gay
                    jok sahi na hi ho ga
                    or yah sab aap logon ki wajah say ho gaa
                    bcoz aap is k KARTA DARTA hain
                    is web k
                    is WASILAY k
                    web k zariay
                    ISi liyay yaan to aap sacchai nikaal kar rakh day saamnay
                    yaan phir...................
                    shukriyaaa
                    or jahaan tak TARIK JAMEEL sahib ki bat hai
                    wo sahib to yahaan tak changin kar chukay ahin k RASUL PAK 12 RABI UL AWWAL ko payda nahi huway thay
                    or bhi bohat siii
                    to banda unhayn aankhayn band kar k maan lay
                    shukriyaaa
                    Allah aap ko samj ata fermaie mere bahi...aap jo bat keh rehe ha us kie jawab mein bht kuch kaha ja sakta ha lekan aap ne yeh bat jo kehe kie Mulana sahb 12 RABI UL AWWAL ko nehi mante tu aap yeh bat Quran se ya hadees se sabit ker daie kie Hazoor SAW 12 hi ko paida howe :rose
                    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                    Comment


                    • #11
                      Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

                      اسلام علیکم
                      اگر یہ باتیں مییری پوسٹ دیلیٹ کرنے کی بجاے کارتوس خان صاحب کی پوسٹ ایڈیٹ کر کے ان کو بتا دی جاتی تو زیادہ اچھا تھا ۔
                      اور جہاں تک بات مولانا طارق جمیل صاحب کی ھے تو وہ سو کالڈ اھل حدیث نھی ھیں
                      لیکن وہ فرقہ وارانہ باتیں نھی کرتے بلکہ اصلاح کی باتیں کرتیں ھیں
                      یہ ھی وجہ ھے کے ھر فرقے کے لوگ ان کو پسند کرتے ھیں

                      Comment


                      • #12
                        Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

                        site seems expired ..not opening

                        Comment


                        • #13
                          Re: Biyanat of Maulana Tariq Jameel

                          Mashallah jee nice sharing
                          "Do Not Wish For Less Problems, Always Wish For More Skills"

                          Comment

                          Working...
                          X