Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

    Asslamalikum
    zawal kay waqat namaz to nahi parhi ja sakti ..kia quran bhi nahi parhna chaye ? kahi main nay parha hai parh saktay hain kahi parha hai nahi parh saktay ...
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

    Comment

    • #3

      Originally posted by Aanchal View Post

      Aslamo alykum, dear sister anchal:rose
      aap k sawal ka mukhtasar jawab ye hy k zawaal k waqat quran e paak ki tilawat jaez hy aur issi tarah se masnoon azkaar aur drood shareef wagera sab jaez hy. serf aysi ebadat mana hy js main sajda ho jaysy namaz aur sajjda e tilawat wegera . aur ye is liye mana hy k majoosi yani aatish parstoon ki mukhalifat lazim aay kiuonk wo log suraj ki pouja kiya kart thy....
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4

        aur ager wo loag 5 times jo namaz k hain..os time soraj pojny lagain to kia hum os time namaz choor dain.................i dont belive this ur answer aabi2cool....................

        Comment

        • #5
          Re: zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

          Originally posted by aabi2cool View Post
          Aslamo alykum, dear sister anchal:rose
          aap k sawal ka mukhtasar jawab ye hy k zawaal k waqat quran e paak ki tilawat jaez hy aur issi tarah se masnoon azkaar aur drood shareef wagera sab jaez hy. serf aysi ebadat mana hy js main sajda ho jaysy namaz aur sajjda e tilawat wegera . aur ye is liye mana hy k majoosi yani aatish parstoon ki mukhalifat lazim aay kiuonk wo log suraj ki pouja kiya kart thy....
          :jazak: :rose

          Comment

          • #6

            shukria :rose
            wesay yeh bhi kehtay hain zawal kay waqat khaboo ki tabeer bhi nahi pouchni chaye ....us ki waja bhi yehi hai ?
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

              Originally posted by Aanchal View Post
              shukria :rose
              wesay yeh bhi kehtay hain zawal kay waqat khaboo ki tabeer bhi nahi pouchni chaye ....us ki waja bhi yehi hai ?
              aysi koi baat main ny to aaj tak naheen suni ? wesy zawaal k waqat ebadat na karny ki hikmat main ny aap k samny bayan kardi wo hikmat is baat parsadiq naheen aati.
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

                nice...
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment

                • #9
                  Re: zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

                  Assalaam-0-Alaikokm:rose
                  thanks for information Aabid bhai

                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  • #10
                    Re: zawal kay waqat kia quran nahi parhna chaye ?

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    aysi koi baat main ny to aaj tak naheen suni ? wesy zawaal k waqat ebadat na karny ki hikmat main ny aap k samny bayan kardi wo hikmat is baat parsadiq naheen aati.
                    ARy par jo programme ata hai khawaboo ki tabeer wala us main bhi yehi bataya tha aik moulana nay kay zawal kay waqat khawaboo ki tabeer nahi pouchni chaye ...
                    shurkia :rose

                    Working...
                    X