Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

  • #2
    Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

    hamary aik MOD ny khudh sy likh ker yehan prove kia hay...see thiss
    http://www.pegham.com/behas-o-mubahi...-taraweah.html

    Comment

    • #3
      Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

      Aoa
      I am Muhammad Abdul Khaliq and doing job in U.A.F.
      I am very very happy that u have proved tewenty traveh.
      GOD help u in right direction give u Gazai Khair.
      Thanks GOD

      Comment

      • #4
        Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

        Assalamoalaikum dear Faryal
        mein sirf itna kehna chahongi k aap ki pehli line ghalat hai kyun k taravi chahey 20 rik'at ho ya 8 dono sahi hain koi bhi Sunnat ya Khilaf e Sunnat nahi ...
        Dr. Zakir naik ko shayad aap ne suna ho unhone ARY Digital per ek program mein bataya tha k Hazrat Muhammad (S A A W) ne 8 rik'at taravi perhi hai 20 kabhi nahi perhi......
        Allah hafiz

        Comment

        • #5

          Originally posted by Madiha kanwal View Post

          aslamo alykum dear sister madeha ,
          taraweeh k baab main bhi likh chuka hon aur haal hi main ye hamry kisi nay sathi ki kawish hy .
          ye baat bilkul saheeh hy k tarawee 20 rakat sunat hy.aur 8 rakat khilaf sunnat.
          DR ZAKIR NAYEK sahib ka ilam apni jaga likin wo mohades naheen hain unki ray is baab main koi ahmiyat naheen rakhti. main dr zakir sahib ka bohat mtqid hon aur unki bohat izzat karta hon kiuon k un k sun=bject taqabul e adyaan hy likin na hi wo mohades hain aur na hi faqeeh. lehaza is kisam ki abahaas main un ki zati ray ki koi ahmiyat naheen.
          haan over all wo bara acha kaam karahy k ALLAH ny un ko bohat qawee hafiza diya hy jis ko istimaal main lakar wo gair muslimoon k islam k bary main shkook shubhat k jawabaat khud un ki apni hi kitabon se dy dety hain . agar wo yehi kaam karty raheen to ziyada behtar hy likinagar unhoon ny mohades ya faqeeh banny ki koshish ki to abhi itny ulooom un k pass naheen hain k wo is shoby main aasakeen ..
          baqi WALLAH O ALAM
          agar meri koi baat buri lagi ho to banda moazrat ka talab gaar hy w/salaam aabi:rose :salam:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6

            Originally posted by aabi2cool View Post

            Aabid bhai mein ne Dr. zakir naik ka hawala dia hai ye nahi kaha k unhone bilkul sahi bataya hai or un k pass bohut ilm hai ..........
            mein sirf apni baat ker rahi hon or merey khayal se yahan sab ko apni baat kehne ka pora haq hasil hai .....
            mujhe jahan tak maloom hai tu 8 ya 20 rik'at taravi dono perhi ja sakti hain koi bhi sunnat ya khilaf e sunnat nahi ........

            Allah hafiz

            Comment

            • #7

              :salam:
              sorry je mein yahen new user ayee hoon mujhey yeh mail bhi ayee tuo socha yahen post kardoo ager apko logo meri taraf se kaleef hoi hai tuo mein maffi chati hoon app jo owner hai inse kaheinyeh post del kardein ok.

              Comment

              • #8
                Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                Originally posted by Madiha kanwal View Post
                Aabid bhai mein ne Dr. zakir naik ka hawala dia hai ye nahi kaha k unhone bilkul sahi bataya hai or un k pass bohut ilm hai ..........
                mein sirf apni baat ker rahi hon or merey khayal se yahan sab ko apni baat kehne ka pora haq hasil hai .....
                mujhe jahan tak maloom hai tu 8 ya 20 rik'at taravi dono perhi ja sakti hain koi bhi sunnat ya khilaf e sunnat nahi ........

                Allah hafiz
                پیاری بہن مدیحہ میں نے کب آپ کو اﹸپکی بات کہنے سے روکا ہے ۔ میں نے تو صرف اتنا کہا ہے کہ ڈاخٹر زاکر نائیک صاحب بلاشبہ تقابل ادیان کے بہت برۓ عالم ہیں اس شعبے میں ان کا مقابلہ کوئی نہیں کر سکتا لیکن تراویھ کی رکعت والا مسئلہ خالصتا فقیہانہ اور ذاکر نائیک صاحب نہ تو محدث ہیں اور نہ ہی فقیہ اس لیے اس شعبے میں انکی بات کی وہ حیثیت نہیں ہے جو محدثین اور فقہا کی ہے ۔ ہمارے ہاں مسئلہ یہ ہے کہ دین کا علم نہ ہونے کی وجہ سے ہماری یہ عادت بن چکی ہے کہ جوبھی شخص اسلام کی بات کرتا ہے اور اس کو چار لوگ سننے والے بھی مل جاتیں ہیں ہم سن اسی کو علامة الدہر ماننا شروع کردیتے ہیں حالانکہ یہ بات بہت غلط ہے۔ اور اسکی ایک ہی وجہ ہے اور وہ ہے دینی علوم سے بے بحرہ ہونا۔
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  پیاری بہن مدیحہ میں نے کب آپ کو اﹸپکی بات کہنے سے روکا ہے ۔ میں نے تو صرف اتنا کہا ہے کہ ڈاخٹر زاکر نائیک صاحب بلاشبہ تقابل ادیان کے بہت برۓ عالم ہیں اس شعبے میں ان کا مقابلہ کوئی نہیں کر سکتا لیکن تراویھ کی رکعت والا مسئلہ خالصتا فقیہانہ اور ذاکر نائیک صاحب نہ تو محدث ہیں اور نہ ہی فقیہ اس لیے اس شعبے میں انکی بات کی وہ حیثیت نہیں ہے جو محدثین اور فقہا کی ہے ۔ ہمارے ہاں مسئلہ یہ ہے کہ دین کا علم نہ ہونے کی وجہ سے ہماری یہ عادت بن چکی ہے کہ جوبھی شخص اسلام کی بات کرتا ہے اور اس کو چار لوگ سننے والے بھی مل جاتیں ہیں ہم سن اسی کو علامة الدہر ماننا شروع کردیتے ہیں حالانکہ یہ بات بہت غلط ہے۔ اور اسکی ایک ہی وجہ ہے اور وہ ہے دینی علوم سے بے بحرہ ہونا۔
                  Apki baat bilkul theek hai k Dr.zakir naik na hi muhaddis hain na hi fiqae....lekin mein ne apse pehle hi kaha hai k mein ne sirf unka hawala diya hai meri maloomat k mutabiq 8 ya 20 rik'at taravi dono perhi ja sakti hain .......or wese bhi taravi na perhen tu gunha nahi tu phir 8 or 20 mein kia behas .....
                  Apne deeni ilm se be behra wali baat kahi tu aap shayad ye samajhtey hain k mein ek lerki hon tu merey pass ap jitna ilm nahi hai tu theek hai aap apni baat kahen lekin zarori tu nahi k aap ki baat sahi ho or mein us per amal bhi karon
                  Allah hafizz

                  Comment

                  • #10
                    Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                    Originally posted by Madiha kanwal View Post
                    Apki baat bilkul theek hai k Dr.zakir naik na hi muhaddis hain na hi fiqae....lekin mein ne apse pehle hi kaha hai k mein ne sirf unka hawala diya hai meri maloomat k mutabiq 8 ya 20 rik'at taravi dono perhi ja sakti hain .......or wese bhi taravi na perhen tu gunha nahi tu phir 8 or 20 mein kia behas .....
                    Apne deeni ilm se be behra wali baat kahi tu aap shayad ye samajhtey hain k mein ek lerki hon tu merey pass ap jitna ilm nahi hai tu theek hai aap apni baat kahen lekin zarori tu nahi k aap ki baat sahi ho or mein us per amal bhi karon
                    Allah hafizz
                    اسلام علیکم پیاری بہن ۔
                    دینی علوم سے بے بحرہ ہونے کا میرا اشارہ پورے معاشرے کی طرف تھا جس میں آپ میں اور سب شامل ہیں اور سب ہی قصور وار ہیں ان حالات کے لیے وہ یوں کہ جو جانتے ہیں انھوں نے جاننے کا حق ادا نہیں کیا یعنی اپنی معلومات کو ٹھیک طریقے سے آگے نہیں پہنچایا اور جو نہیں جانتے وہ بغیر کچھ جانے ہی دین میں اپنی رائے سے بعض نہیں آتے۔باقی اگر میری کسی بات سے آپ کی دل آزاری ہوئی تو یہ میرا ہر گز مسود نہیں تھا اس پر میں اپنی بہن سے معافی چاہوں گا اور امید کرتا ہوں کے ماہ رمضان کے توسل سے آپ بھی در گزر سے کام لیں گی ۔ والسلام آپکا خیر اندیش بھائی عابد عنائت
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                      Great and nice post.
                      Thanks 4 sharing

                      Comment

                      • #12
                        Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                        :salam: :rose

                        Comment

                        • #13
                          Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                          ھمم اچھہی پوسٹ ھے

                          Comment

                          • #14
                            Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                            Assalaam-o-Alaikum to all dear members ( users , moderators & guests )

                            Umeed hai k aap sub kheriyat se hon ge,

                            Jahan is topic per itni behas chal rahi hai wahan thora mai b kuch arz karna chahta hon,
                            But meri baat kisi k against nahi hogi na hi madiha k or na hi aabi2cool k,or na hi kisi or k :)
                            Kya aap ko pata hai Azaadi k 60 yrs guzar jaane k baad b hum or countries se itne peechay kyun hai us ki waja yahi hai k hum kabi apne aap ko hi samajh nahi paye rahi baat Hamare Deen Islaam ki to sirf itna kehna chahon ga k Islaam me itni bareekiyan hain k is ko samajhna hum kum aqal walay bhatkay hue logon k bus ki baat nahi,
                            Har insaan ko apne apne amaal ka hisaab khud dena hai, Roz-e-hashar Allah Talah hum se ye nahi poche ga k tum ne kitni rikaat taraweeh ada ki? hum ibaadat Allah k lye karte hain, To woh chahe 8 rikaat ho ya 20 it doesn't matter, Aaj kal itne firqay ban chuke hain k koun sa sahi hai hum nahi jaante, Nao' Zubillah har koi na jaane kahan se hadees le aata hai or kon kon se baaton ko Quraan k ehkamaat me shamil karne laga hai,
                            Mai sirf itna kehna chahon ga k agar hume aqal hai to hum Qura'an ko samjhen or us pe amal karne ki koshish karen , na k kisi tehreer per kisi ulma ki kahi hui baat per or na hi kisi or , kyun k roz-e-hashar hum koi ulma, koi tehreer or na hi koi or bachaye ga saza se
                            Meri baat agar kisi ko buri lagi ho to us k lye mazrat khuwa hon

                            :jazak:
                            Mr. Khan
                            Last edited by Mr.Khan; 24 September 2007, 22:17.

                            Comment

                            • #15
                              Re: 20 Rakaat Taravi??? ya 8 Rakaat Taravee ???

                              Nice post.

                              Comment

                              Working...
                              X