Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Shab e BaraT* mUst read.By Tahir ul Qadree.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *Shab e BaraT* mUst read.By Tahir ul Qadree.

  • #2
    Re: *Shab e BaraT* mUst read.By Tahir ul Qadree.

    Comment

    • #3

      Khalil sahab aapney jo safhat shabebarat ke muttaliq chaspan kiye hain, yeh be sund hain. maine last year bhi Shabebarat ke muttaliq kuchh baatein post ki thi wo yeh ke shabebarat ki koi HAQEEQAT nahin hai, phir bhi log India, Pak and Bangladesh mein mana rahey hain,

      jitney bhi rawayat hain wo mann gadhat hai, 15 sha'aban ke raat mein padhi janey wali makhsoos adad ki rakat aur makhsoos adad ki surah (Ikhlas) wali namazen hadith se saabit nahin hain. Jis scholars (mufti) ne shabebarat ko ya mananey ko byan kiya hai waise scholars ko 'hasan' kahtey hain and those narrators whose identity is not well known,

      Al Tirmidihi mein Imam Bukhari farmatey hain waise hadith 'daif' (weak) hain.

      To celebrate shabebarat is innovation in religion additional acts of worship.

      Allah knows the best
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment

      • #4

        Originally posted by Spy009 View Post

        aslam o alikum kaisy hain aap bhai... umeed hay k ALLAH k fazal aur Nabi AKRAM SAWW keey waseely sy aap achy hungy ALLAH aap per apny piyary Habeeb saww k sadqy Apni rehmtain es Mah e Shaban main nazal farmain...

        aur bakee jo batain aap ny kee hain MUJy es per 1000% Ekhtilaf hay.

        Comment

        • #5

          :jazak:

          Comment

          • #6
            Re: *Shab e BaraT* mUst read.By Tahir ul Qadree.

            Originally posted by Khalil View Post
            aslam o alikum kaisy hain aap bhai... umeed hay k ALLAH k fazal aur Nabi AKRAM SAWW keey waseely sy aap achy hungy ALLAH aap per apny piyary Habeeb saww k sadqy Apni rehmtain es Mah e Shaban main nazal farmain...

            aur bakee jo batain aap ny kee hain MUJy es per 1000% Ekhtilaf hay.

            Khalil bhai Walekum Salam wa rahmatullah

            mujhey bhi shuru shuru mein ikhtelaaf hi huwa tha, lekin jab study kiya to hqeeqat khul kar saamney aaya
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #7
              Re: *Shab e BaraT* mUst read.By Tahir ul Qadree.

              Originally posted by Spy009 View Post
              Khalil bhai Walekum Salam wa rahmatullah

              mujhey bhi shuru shuru mein ikhtelaaf hi huwa tha, lekin jab study kiya to hqeeqat khul kar saamney aaya
              Buhat hee ajeeb baat hay bhai...........................pehly mujy b es baat per kuch Ekhtilaf tha mager stdy k baad yeh baat mujy wazey hu gaee hay ALLAH k karam sy k jo kuch es post main likha hay wo sab theek hay.....

              lakin pher b i know k jo b dalain hun aap mery NAFEE kary gy aur main aap keee....
              aap k esy mukhalifat main chezain talash kerian gy aur main es k HAKK main....

              Comment

              Working...
              X