Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eik sawal ??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • eik sawal ??

    Asalm-o-Alikum :rose

    kiya hal chal ha sab kie :) ummid ha sab khariyt se honge :rose

    mein yaha saudia mein rehta ho yaha per shab-e-brat wale din roz rakhna ya ebadit kerne per ekhtliaf ha blke yaha per jo urdu mein news paper ata ha us mein baqeda tor per us kie nafi kie gaie ha jab kie pak mein es din ka bht ehtmam kiya jata ha en kie khial se yeh kehe sabit nehi ha kie roza rakha jaie pak kie Ulmah kiya khte ha mujhe nehi maloom tu aabi bahi aap ya koi or yeh btaie kie hame kiya kerna chiye? aya ham us din roza rakhe ya na rakhe ???

    bht sukriya aap ka :rose

    Allah Hafiz
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga


  • #2
    Re: eik sawal ??

    jee haan yahan bhi kuch ulmaa me ikhtilaaf hai.. ye raat boht afzal hai koi shak nahi hai ... but isi raat ko jagna or phir roza rakhna makhsoos nahi hai.. app poore shaban k month k roze rakhen , naa k isi makhsoos raat k bad ...
    Attached Files
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: eik sawal ??

      Originally posted by zeeshan View Post
      Asalm-o-Alikum :rose

      kiya hal chal ha sab kie :) ummid ha sab khariyt se honge :rose

      mein yaha saudia mein rehta ho yaha per shab-e-brat wale din roz rakhna ya ebadit kerne per ekhtliaf ha blke yaha per jo urdu mein news paper ata ha us mein baqeda tor per us kie nafi kie gaie ha jab kie pak mein es din ka bht ehtmam kiya jata ha en kie khial se yeh kehe sabit nehi ha kie roza rakha jaie pak kie Ulmah kiya khte ha mujhe nehi maloom tu aabi bahi aap ya koi or yeh btaie kie hame kiya kerna chiye? aya ham us din roza rakhe ya na rakhe ???

      bht sukriya aap ka :rose

      Allah Hafiz

      Wsalam

      Bohat acha question ha ...........mai bhi jab Pakistan ma ya Ibadat ka concept dekhti hon tu bohat herangi hoti ha .......roza rakhnay tak shai ha kiun kah shaban kay 3 rozay rakhna sahi ha..........per Saudia aur tamam Arab countries ma asa koi concept nahi ha kah iss din ko baqaida tor per manaya jay aur iss din khas ibadat ki jay ..........mera bhi sab se yahi sawal ha:)

      Comment


      • #4
        Re: eik sawal ??

        اسلام علیکم زیشان بھائی آپ کے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ ماہ شعبان مبارک اور بالخصوص پندرہ شعبان کی بہت زیادہ فضیلت احادیث سے ثابت ہے اور اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اس رات میں مسلمانوں کو اپنے رب کو یاد کرنے کی تر غیب دلائی ہے اور اگلے دن کا روزہ رکھنے کا بھی حکم دیا ہے اور اس قسم کی بے شمار روایات آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے مروی ہیں اور محدثین کا اصول یہ ہے کہ فضائل اعمال میں اگرچہ روایات ضعیف بھی ہوں لیکن وہ جب متعدد طرق سے مروی ہوں تو قابل قبول ہوتی ہیں ۔اور آخر میں یہ کہوں گا کہ ایم ایس خان بہن نے جو شئرنگ کی ہے وہ کسی غالی نجدی ملاں کی تحریر معلوم ہوتی ہے جس میں انھوں نے کافی مغالطے دیئے ہیں اور ضعیف احادیث کو موضوع کہ دیا ہے اس کا تفسیلی جواب میں انشا ء اللہ بعد میں دوں گا ۔۔۔ اور یاد رہے کہ تمام مسلمانوں کے لیے حجت قرآن و سنت ہیں نہ کے سعودی عرب والوں کا عمل۔۔۔والسلام۔۔
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: eik sawal ??

          Zeeshan bhai, aap ne jo sawal yahan kia hai, yahan koi aalim ya mufti nahi bethe, app ko ye sawal un se hi karna chahiye..kyun k yahan Pak me bhi kafi ikhtillaaf paya jata hai app k sawal k mutaliq.. yahan bhi firqa wariyat hai jo apne apne diiferent nazaryaat k tehet masayil ka solution batate hain...
          Aabi bhai ne jo meri sharing ko itne yaqeen se galat kaha hai, to us sharing me ahdees k hawalon k sath nazaryaat bayan kiye gaye hain... or jo un ko galat lag raha hai to is ka jawab bhi wo kisi Aalim se mangey...
          Last edited by Mrs.Khan; 9 September 2006, 16:13.
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: eik sawal ??

            Originally posted by Ms.Khan View Post
            Zeeshan bhai, aap ne jo sawal yahan kia hai, yahan koi aalim ya mufti nahi bethe, app ko ye sawal un se hi karna chahiye..kyun k yahan Pak me bhi kafi ikhtillaaf paya jata hai app k sawal k mutaliq.. yahan bhi firqa wariyat hai jo apne apne diiferent nazaryaat k tehet masayil ka solution batate hain...
            Aabi bhai ne jo meri sharing ko itne yaqeen se galat kaha hai, to us sharing me ahdees k hawalon k sath nazaryaat bayan kiye gaye hain... or jo un ko galat lag raha hai to is ka jawab bhi wo kisi Aalim se mangey...
            Aslamo alykum dear sister MS khan sahiba:rose
            asal main islaam section ka mod hony ki hasiyat se meri ye zema dari hy k main yahaan par hony wali har sargarmi par nazar rakhon ...
            jaysa k aap ny farmaya k zeshaan bhai ko ye sawal kisi mufti ya alim se karna chaiye tha bilkul baja farmaya aap ny likin aap ye dekhiye k us ka jawab aap ny sab se pehly diya ...aap ye keh sakti hain k aap ny mukamal refrence k sath jawab diya to jab aap khud is tarah se jawab de sakti hain to aap ko dosron k bary main bhi yahi husny nazar rakhna chaiye k wo bhi ksi na kisi hawala se hi baat kareen gy...
            baqi main ny aap ki sharing main ahdeth ko ghalat naheen kaha balk un ahdeeth par jo un alim sahib ny ray de hy us par tanqeed ki hy...aur us ka tafseeli jawab main don ga inshALLAH..
            W/SALAAM KHUSH RAHIYE...:rose :salam:
            Last edited by aabi2cool; 9 September 2006, 17:23.
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: eik sawal ??

              aap logo ne tu confuse ker kie rakh diya ha :-s
              anyways sukriya sab ka :rose
              Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
              Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
              Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
              Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

              Comment


              • #8
                Re: eik sawal ??

                Zeeshan confuse honey ki baat nahin hai...
                abhi waqt nahin hai, main kal reply post karoonga
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: eik sawal ??

                  Originally posted by Ms.Khan View Post
                  Zeeshan bhai, aap ne jo sawal yahan kia hai, yahan koi aalim ya mufti nahi bethe, app ko ye sawal un se hi karna chahiye..kyun k yahan Pak me bhi kafi ikhtillaaf paya jata hai app k sawal k mutaliq.. yahan bhi firqa wariyat hai jo apne apne diiferent nazaryaat k tehet masayil ka solution batate hain...
                  Aabi bhai ne jo meri sharing ko itne yaqeen se galat kaha hai, to us sharing me ahdees k hawalon k sath nazaryaat bayan kiye gaye hain... or jo un ko galat lag raha hai to is ka jawab bhi wo kisi Aalim se mangey...
                  For ur King Information
                  Hamary Aabi2cool...........AALAM hee hain...lakin abi b wo Dars e Nazami k student hain...es k Pass jitna elam hay shaid hee es forum main kisi k pass hu...
                  kiun k hum janty hian k abid ny wo kuch study kia hay jo muj main ya shaid aap main b himat na hu....
                  Lakin pher b hum yeh dua kerty hian k ALLAH hum sab ko Islam ka theek theek elam ataa karian...
                  aur bakee...jo aap ny post lagai hay...os aalam ka to shaaid wajood hee nahi

                  Comment


                  • #10
                    Re: eik sawal ??



                    Roza ki baat.





                    Imam Ahmad & Al-Tabarani
                    Al-Tirmidhi said that Imam Al-Bukhari classified this hadith as weak.

                    The hadiths reported about that night are classified by some scholars as hasan (a hadith which has one reporter in the chain of narrators whose identity is not well known) The hadiths considered as hasan are to the effect that it is recommendable to supplicate Almighty Allah.


                    So there is no authentic hadith reported about the 15th night of Sha`ban.

                    they are dependable in seeking to get close to Almighty Allah with additional acts of worship.
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #11
                      Re: eik sawal ??

                      Last edited by Spy009; 11 September 2006, 08:40.
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      Working...
                      X