:rose :rose :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mohabbat ...
Collapse
X
-
Re: Mohabbat ...
Post achee hay... aik baat jo ap ney HAZRAT MUHAMAD(SAW) k bary main likhe hay to mery khial main koee be Muslman on ko Allah k darjy tak nahe pohnchata.or rahe baat on key martby ko barany ke to ap (saw) key martby ke bulande ko Allah k siwa koee janta he nae...Life is more strict than a teacher
A teacher teaches a lesson
and takes an exam.
But life takes an exam
and then teaches a lesson
Comment
-
Re: Mohabbat ...
jazak ALLAH bohat khoob farmaya aap ny likin jaysey k asad bhai ny wazahat farmai k koi bhi muslim HUZOR PUR NOOR (SAW) ko darja e ulohiyat tak naheen ly jata . aur jahaan tak baat hy mohabat ki to mohabat ki asal yehi hy k mehboob ki tareef ki jay aur us tareef main jahan tuk mumkin ho mubaliga kiya jay bus itna khiyal rakhna chaiye k k mubalga gulo tuk na pohnchy jis ki taraf aap ny ishara farmaya..aur baqi makhlooq ki lehaz se to AAP SAW ki jitni bhi tareef ki jay kum hy aur aap ka muqam e haqeeqi to seway ALLAH k koi janta hi naheen ...bohat shukriya sharing ka...w/salaam aabiساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment