_
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Tilawat-e-Quran ka ajar-o-sawab
Collapse
X
-
Re: Tilawat-e-Quran ka ajar-o-sawab
Zabardast sharing.. :jazak:
Maian yaha per aik waqya share karna chahtaa hooon, main nai aik book mai parha thaa k Jub Shaaam hoti hai tou Shetam (mardood) k saray chailay uss k pass aaa kar apnay din ko kiyay gaye tasks k baray main batatay hain, woh unn ko sun kar unnn ko shabaash daita hai..
Phir sub sey younger chaila uss ko bataata hai k aaaj main nai aik muslman ko Quran Paak ki tilawat karnai sey rokaaa. Iss oer Shetaan (mardood) bohat zayad khush hota hai aur uss ko ghalay sey laga kar uss ko apni goddd main bithaa laitaa hai. aur sub ko kehtaa hai k isss nai tum sub sey zayada bara kaam kia hai..."
Ubb aaap khud andaza kar lai k Quran Paak ki tilwat karnai sey Shetan (mardood) ko kitniii takleef hotii hai...
Comment
-
Re: Tilawat-e-Quran ka ajar-o-sawab
Assalaam-0-Alaikom:rose
:jazak:
Comment
Comment