Source: (Bukhari, Muslim )
hazrat Anas (Radi Allah Anhu) ki zubani aik waqiah, Hazrat Nabi Kareem (Sallalla ho aleyhe wassalam(PBUH)) jab aietekaaf main the to ummul mo'meneen hazrat Safyah (Razi Allah anhu) AAP (PBUH) ke paas raat ke waqt aayeen jab wapis janey lageen to Hazoor Paak (PBUH) bhi saath ho liye Hazrat Safyah ko wapis pohanchaney ke wastey...Raastey mein do ansaari sahabi mil gaye ..jo AAP (PBUH) ko biwi sahiba ke saath dekh ker jaldi hi chal diye .. Hazoor Paak (PBUH) ne unehn aawaaz de ker thehraya aur fermaya "suno MEREY saath meri biwi Safyah Bint Hayee(Radi Allah anhu) hian Sahabaa ne kaha Subhan Allah Ya Rasool Allah (PBUH) is fermaan ki kia zaroorat thee? AAP (PBUH) ne fermaya insaan ke khoon ke jaari honey ki jagah shetaan ghoomta phirta rehtaa hai- Mujhey khyal hua ke kahin tumharey dilon mein wo koi **bad-gumani** NAA daal de..-"

Comment