:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
Collapse
X
-
Re: ~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
:masha kaafi tehqeeq kii hey aap ney,
buhat umda sharing :jazak:Last edited by Baad-e-Saba; 6 July 2006, 17:35.
-
Re: ~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
Assalaam-0-Alaikom:rose
buht achi post hai
:jazak:
Comment
-
Re: ~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
Originally posted by Khalillakin brother jehan tak meri maloomat hain main ny para tha k science ny yeh sabit ker dia hay k zamin sorj ke girg g0omtee hay..
aur yeh Quraan main b kaheen likha hay mujy yaad nahi
aur mujy aap kee dee hui baton per kataan ekhtalaf hu hee nahi sakta...payary bhia agar aap isi post ko hi gour se par lety to aap ksawal ka jawab mojood tha is main .....:roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
Originally posted by aabi2coolpayary bhia agar aap isi post ko hi gour se par lety to aap ksawal ka jawab mojood tha is main .....:rose
lakin main ny aap sy aik alag sawal kia tha.....
k wo b prove hay k zamin herkat main hay
to pher baat kis kee manee Jay
Comment
-
Re: ~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
Originally posted by Khalilaur han ager yeh sabit nahi k zamin sakin nahi..
to pher yeh khamkhaw ka roona dhoona kis ny machaya hay
lakin main ny aap sy aik alag sawal kia tha.....
k wo b prove hay k zamin herkat main hay
to pher baat kis kee manee Jay
khalil bhai akhir aap ko masla kaya hy..main wazy karchuka hon k is post main khud sicence dano k hawalon se un ki tehqeeqat ka ikhtilaf wazy kiya gaya hy aur hamry liye to quran aur sunnat hujat hy kisi bhi shy k muqably main yahaan tak k wo science hi kiuon na ho , hamara kaam hy k agar koi tehqeeq science ki islam k khilaf ho to hum islam ko tarjeeeh deen aur koshish ye kareen k science islaam qabool karly na k hamri ye koshish ho k islam science k tabe hojay....:rose :salam: w/salaamساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~!~asmano Zameen Sakin Hain~!~
Originally posted by Khalilyaar mery sath jo masla hay wo yehi hay....
k pehly b aik sahib thy jonoo ny fermaya tha k zamin chaptii hay Quraan ke Rooh sy jo k ghalt sabit huwa....
ager hmm yahan zameen sey morad yeh lain key zameen , shake naeen kerti to teek hay
u know key app jab chaltey haan to zameen shake naeen kerti
sora ambia ki ayat number 21 ko deko
yahan morad paharaoon ki zaorot ko bataya gia hay
key ager yeh na hotey to insan key chalney sey zameen shake kerti
ab sirf smajna yeh hay key yahan shake ka zikar hay yeh revolving ka
earth is revolving but not shaking
sora ambia ayat number 33 bi aj prove ho chuki hay key
key sun and mon are also revolving
scientist ney pictures lay ker dehkaya hay key soraj per aik nishan hay and wo almost 24 days key baad apni jaga per ata hay
means key jis tarah zameen 24 hours main apney orbit key gird revolve hoti hay and 365 days main soraj key gird , isi tarah soraj 24 days main apni orbit key gird revolve kerta hay and so on and so on
yahan Quran and science kisi tarah bi motasadim naeen haanPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
Comment