Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Surah Nashrah*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *Surah Nashrah*

    Assalaam-0-Alaikom:rose

    agar koi shakhs chahta hai keh us ki zindgee sukoon aur aaram say basar ho tu woh Rozana raat ko ba-wozo 21 martaba Surah Nashrah perhna apna mamoul bana lai ...INSHALLAH TALAA koi mushkil dar paish nahin aaye gi
    main nay yeh aik jaga perha tha...aur perh kar apni Diary main likh lia tha...is liye hawala nahin dai sakti....

    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: *Surah Nashrah*

    Beshak mushkil key saath aasani bhi hai, yaqinan mushkil key saath aasani bhi hai.

    Allah Tala ney insaan ki parkh key liye bohat sarey tareeqey rakhey hain, aur unhein aazmata hai mushkilaat sey phir jab woh apni mushkilaat sey saber-o-shuker key saath bari ho jatey hain to yaqinan aasani pedah ho jati hai :)

    Bohat umdah sharing hai bacha
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: *Surah Nashrah*

      Originally posted by Masood

      bay shak ...main nay aik jaga perha tha...ALLAH TALAA jab kisi ko apna dost banana chahta hai tu usay aazmaaish say guzarta hai jab us ka bandah aazmaish kay waqt sabit qadam rehta hai aur sabr shuker karta hai tu ALLAH TALAA usay apna dost bana laita hai :)
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #4
        Re: *Surah Nashrah*

        Originally posted by Rida
        bay shak ...main nay aik jaga perha tha...ALLAH TALAA jab kisi ko apna dost banana chahta hai tu usay aazmaaish say guzarta hai jab us ka bandah aazmaish kay waqt sabit qadam rehta hai aur sabr shuker karta hai tu ALLAH TALAA usay apna dost bana laita hai :)
        No doubt bacha, aur yeh to insaan ko khud maloom hai keh sona aag mein tap ker hi kundan banta hai. Aur bandah aazmaishon sey guzar ker hi achha insaan banta hai aur Allah Tala ki qurbat hasil karta hai.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: *Surah Nashrah*

          :jazak: :rose ........ buht khubsurat :salam:
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment

          • #6
            Re: *Surah Nashrah*

            thank you................ nice sharing....jazakALLAH
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment

            • #7
              Re: *Surah Nashrah*

              JazakAllah:rose

              Comment

              • #8
                Re: *Surah Nashrah*

                Assalaam-0-Alaikom:rose

                aaap sab kay reply karnay ka shukriyaa

                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #9
                  Re: *Surah Nashrah*

                  Rida sister,, :jazak:
                  Nice sharing... Allah hum sub ko takleef k waqat sabar karnai ki toufeeq dey (Aaamin)..

                  Comment

                  Working...
                  X