Assalamo allaikum Members
Hadees-e-Nabvi hai keh "Deen ko logon key liye aasan bana do". Agar ham aaj apney gird-o-nawah mein Islam ka parchar karney walon ki baat sunein to lagta hai goya Islam aik bohat hi pacheedah mazhab hai - aisa hargiz nahin, Islam aik bohat hi seedha aur aasan deen hai. Baat siraf samajh ker maan leney ki hai. Magar hamari badqismati yeh hai keh ham behas bohat kartey hain.
Main ney Qasas-ul-Ambiaa mein jo kuchh parha hai, ussey ikhtisaar kar key aap key samney pesha karoon ga jis mein aham nabiyon key qissey darj hain...
Masood

Comment