Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Parosio ky Huqooq ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~ Parosio ky Huqooq ~

    Parosio ky Huqooq
    Attached Files
    Last edited by Masood; 24 June 2006, 18:13.

  • #2
    Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

    Jazak Allah,, very nice sharing, humay isss taarha k topics share karnai chahiyayn taaa k zayada sey zayada Haqooq al Ibaad pooray ho sakain...

    Comment

    • #3
      Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

      Jazak Allah ... :rose
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment

      • #4
        Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

        VERY NICE SHARING..........JAZAKALLAH
        Life is more strict than a teacher
        A teacher teaches a lesson
        and takes an exam.
        But life takes an exam
        and then teaches a lesson

        Comment

        • #5
          Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

          jazak ALLAH
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

            good sharing :thmbup:
            paresoun kay to buhat haqooq hain islam main :)
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

              Aaap sab ka bohat sara Thanks :)

              Comment

              • #8
                Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                Dhekha mai nay dhondh lia yay thread...hahahah
                yar jo likha hai kabhi tu us par amal kar liya karo :D ...koi mazydaar se cheez apny parosio ko bhe bhaj diya kero .mager wo nahe jo tum ultay ultay tajurbat kar k pakati ho :wk
                aur hain jasa tum nay likha k apnay parosoyoun ka khayal rakhna chayay aur un ko tang nahi karna chahiyay wasa kara bhi tu kiya karo:zuban:

                Comment

                • #9
                  Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                  Originally posted by sufyan_khan

                  Sufiyan mujhey aap sey poori poori hamdardi hai aap hi ka hosla hai keh Komal ko bardasht kartey ho, woh bechari parosi honey ka khoob misuse karti hai :lol
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                    han yar Shukar hai ksi ko tu muj say hamdardi hai ...aap sab ko meri himmat aur hooslay ko dad dena pary gi :p

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                      Originally posted by sufyan_khan
                      han yar Shukar hai ksi ko tu muj say hamdardi hai ...aap sab ko meri himmat aur hooslay ko dad dena pary gi :p
                      Mujhey to hai bhai, kyun keh main ussey janta hoon to mujhey aap sey hamdardi pedah ho gaii hai :D
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                        bohot hi achi sharing hia komal.......:jazak: :rose
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                          Asslaam-0-Alaikom:rose

                          :jazak:

                          buht achi post hai
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                            Originally posted by sufyan_khan
                            Dhekha mai nay dhondh lia yay thread...hahahah
                            yar jo likha hai kabhi tu us par amal kar liya karo :D ...koi mazydaar se cheez apny parosio ko bhe bhaj diya kero .mager wo nahe jo tum ultay ultay tajurbat kar k pakati ho :wk
                            hamary ek parose her khany k time hamary hain he mojod hoty hain baghair bula'ay to phir un k bhoto ko to bhaij nahe sakte khana ..:zuban:
                            :hathora :hathora
                            aur mai jo bhajte hon na wo uncle aunty k liay bhaijte hon ap k liay nahe

                            aur hain jasa tum nay likha k apnay parosoyoun ka khayal rakhna chayay aur un ko tang nahi karna chahiyay wasa kara bhi tu kiya karo:zuban:
                            mai to kerte hon aisa he..yay aap k liay likha hai taky aap is per amal keray...

                            han yar Shukar hai ksi ko tu muj say hamdardi hai ...aap sab ko meri himmat aur hooslay ko dad dena pary gi :p
                            haan daad to dena pary ge k aap kitna sara jhoot bolty hain sar-e- aam :zuban:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~ Parosio ky Huqooq ~

                              Thankx Wafa & Rida

                              Comment

                              Working...
                              X