Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

4 Things

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 4 Things

    Char Cheezain"

    ek dafa Hazrat Mousa (alaih salaam) nay Allah say kaha ke kiya achaa hota agar chaar cheezain hotin aur chaar na hotin ...


    # zindagi hoti mout na hoti,

    # jannat hoti dozakh na hoti,

    # ameeri hoti gareebi na hoti,

    # tandurusti hoti bemari na hoti....

    Gaib say awaz aayee Aey Mousa!"agar zindagi hoti mout na hoti tu mera deedar kaisay hota..agar jannat hoti dozakh na hoti tu meray aazab say kon darta ..agar dunya main ameeri hoti gareebi na hoti tu mera shukar kon ada kerta..agar tandurusti hoti bemari na hoti tu mujhay yaad kon kerta .....



    jab yeh batain Hazrat Mousa nay suni tu kaha Aey Allah!beshaq teray har kaam main koi na koi hukmat zaroor hoti hai.... MashaAllah
    ********





  • #2
    Re: 4 Things

    JazakAllah :rose
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

    Comment


    • #3
      Re: 4 Things

      Jazak Allah ,, Allah aaap ko khush rakhay (Aaamin).

      Comment


      • #4
        Re: 4 Things

        Jazak ALLAH

        Comment


        • #5
          Re: 4 Things

          bohot khub..:jazak: :rose
          sigpic


          Comment


          • #6
            Re: 4 Things

            JAZAKALLAH...........
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment


            • #7
              Re: 4 Things

              Assalaam-0-Alaikom:rose

              :jazak:

              a rquest of mine always write ALLAH wid all capital letters
              thanks for shring :)
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: 4 Things

                aslamo alykum ,alon zaine bhai sab se pehly aap ko pegham k islam section min welcomeus k bad arz ye h k ye jo aap ny rawayat bayan ki hy isy israili rawayaat k zumray main shumar kiya jata hy aur israili rawayat k rado qabool main ulmah is baat par mutfiq hain jo bhi rawayat quran o sunnat k khilaf hogi wo qabil e qabool na hogi aap ki mazkora bala rawayat se ye sabit hota hy k ALLAH apni zaat k hawaly se bohat se cheezon ka mohtaj hy maslan jaysa aap ny bayan kiya k agar mout na hoti to ALLAH k deedar na hota isi tarah ALLAH paak ki zaat makhlooq ko apny aap se darany main dozakh aur khud ko yaad karany main bimari aur aur khud ka shukriay karwany main gareebi ki mohtaj hy (naauzo billah)agar aap k pass is rawayat ka koi hawala hy to plz code kijiye us k bad phir tayon kareen gy k is ki sharee hasiyat kiya hy...w/salaam aabi
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: 4 Things



                  :jazak:

                  Comment


                  • #10
                    Re: 4 Things

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    aslamo alykum ,alon zaine bhai sab se pehly aap ko pegham k islam section min welcomeus k bad arz ye h k ye jo aap ny rawayat bayan ki hy isy israili rawayaat k zumray main shumar kiya jata hy aur israili rawayat k rado qabool main ulmah is baat par mutfiq hain jo bhi rawayat quran o sunnat k khilaf hogi wo qabil e qabool na hogi aap ki mazkora bala rawayat se ye sabit hota hy k ALLAH apni zaat k hawaly se bohat se cheezon ka mohtaj hy maslan jaysa aap ny bayan kiya k agar mout na hoti to ALLAH k deedar na hota isi tarah ALLAH paak ki zaat makhlooq ko apny aap se darany main dozakh aur khud ko yaad karany main bimari aur aur khud ka shukriay karwany main gareebi ki mohtaj hy (naauzo billah)agar aap k pass is rawayat ka koi hawala hy to plz code kijiye us k bad phir tayon kareen gy k is ki sharee hasiyat kiya hy...w/salaam aabi
                    sahi

                    Comment


                    • #11
                      Re: 4 Things

                      Jazak Allah khair

                      Comment

                      Working...
                      X