Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

wazeefa parhnay kay baray main sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • wazeefa parhnay kay baray main sawal

    Assalamalikum
    wazeefa kay baray main aik sawal hai kay kia insaan jab wazeefa parhta hai to usay kisi mulana ki ijazat say parhna chaye ya khud say kisi kitab say deekh kar bhi ya koi bata day kay yeh yeh parhoo parh leena chaye ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

    kuch wazayef aise hote hian jo bhari hote hian......walla ho aalam......aabi bhai sahi bata sakte hain
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

      wazeefa perne kie liye kisi se ejazat lena kie zrort nehi lekan jo bhi wazefa kare us per yaqeen ho kie es se hame fadia ho ga dosra agr ham kisi kitab se dekhte ha tu kisi ese kitab se wajezfa laie jo musnad ho or kisi ache Aalim kie likhe howe ho :rose
      Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
      Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
      Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
      Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

      Comment


      • #4
        Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

        aslamo alykum , anchal sister aap k sawal ka mukhtasar jawab ye hy k baz wazaief makhsos hoty hain aur aur makhsos hi kamoon kiliye parhy jaty hain un kiliye ijaz zaroori hoi likin rahi baat aam wazaief ki jo k kitabi shakal main mil jaty hain to un ko koi bhi parsakta hy likin khiyal rahy k koi bhi wazeefa aap parheen to yaqeen ALLAH par hi ho na k wazeefa par baqi bohatse aysy wazaef hain jo hum apni roz mara ki zindgi main parhaty hain maslan drooud shareef aur subhanallah aur alhamdulillah wagera...baqi kabh time mila to tafsili thred is mozu par bhi inpage main likh kar lagaon ga...
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

          Originally posted by aabi2cool
          aslamo alykum , anchal sister aap k sawal ka mukhtasar jawab ye hy k baz wazaief makhsos hoty hain aur aur makhsos hi kamoon kiliye parhy jaty hain un kiliye ijaz zaroori hoi likin rahi baat aam wazaief ki jo k kitabi shakal main mil jaty hain to un ko koi bhi parsakta hy likin khiyal rahy k koi bhi wazeefa aap parheen to yaqeen ALLAH par hi ho na k wazeefa par baqi bohatse aysy wazaef hain jo hum apni roz mara ki zindgi main parhaty hain maslan drooud shareef aur subhanallah aur alhamdulillah wagera...baqi kabh time mila to tafsili thred is mozu par bhi inpage main likh kar lagaon ga...
          :salam: Good Sufi sahib. :jazak:

          Comment


          • #6
            Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

            wazeefa bhari honay ka kia matlab hai ?
            humaye kesay pata chalye kay yeh wazeefa parhian yeh na parhian ?

            abbi ji aap kay tehree ka intazaar rehay ga :rose
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

              BAHUT SHUKRIYA
              JAZAK ALLAH KHAIR
              WASALAAM..

              Comment


              • #8
                Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

                Originally posted by aabi2cool View Post
                aslamo alykum , anchal sister aap k sawal ka mukhtasar jawab ye hy k baz wazaief makhsos hoty hain aur aur makhsos hi kamoon kiliye parhy jaty hain un kiliye ijaz zaroori hoi likin rahi baat aam wazaief ki jo k kitabi shakal main mil jaty hain to un ko koi bhi parsakta hy likin khiyal rahy k koi bhi wazeefa aap parheen to yaqeen ALLAH par hi ho na k wazeefa par baqi bohatse aysy wazaef hain jo hum apni roz mara ki zindgi main parhaty hain maslan drooud shareef aur subhanallah aur alhamdulillah wagera...baqi kabh time mila to tafsili thred is mozu par bhi inpage main likh kar lagaon ga...
                MAKHSOS WAZAIF kesy maslan jin kay lia ijazat lena zarori hay?

                Comment


                • #9
                  Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

                  :)
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: wazeefa parhnay kay baray main sawal

                    Jazzak Allah
                    Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                    Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                    Comment

                    Working...
                    X