Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ik Zarore Sawal ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~~ik Zarore Sawal ~

    :rose
    Attached Files
    Life is more strict than a teacher
    A teacher teaches a lesson
    and takes an exam.
    But life takes an exam
    and then teaches a lesson

  • #2
    Re: ~~ik Zarore Sawal ~

    kya mey roman urdu mey reply ker sakti hun?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: ~~ik Zarore Sawal ~

      Kia english main b reply ker sakty hain?

      Comment


      • #4
        Re: ~~ik Zarore Sawal ~

        Bhai asad jo sharait namaz k liy hain wohi jinaza k liy hain..........bus hamara kibla theek kerny wala hugia hay....hum sy islam ko siraf rasoomat tak hee mehdood ker dia hay....hum siraf name k hee muslim hain ..Jo ALLAH kee rehmat k umeed war hay..os k banay huwy asooly per amal kerny k liy pher b tiyar nahi hay....
        AMAL SY FARIGH HUWA INSAAN KER K TAQDEER KA BAHANA

        Comment


        • #5
          Re: ~~ik Zarore Sawal ~

          Allah maaf kare janaza kie namaz ek ese namaz ha jo bht kam logo ko ate ha...ap ne ek acha sawal kiya ha :rose ek muslman hone kie nate hamra yeh farz ha kie Islam ka etna elam hame lazmi hona chiye jo hame sedhe raste per chla sake...ek muslman ka dosre muslman per panch haq ha jin mein se ek jinaze kie nmaz bhi perna ha lekan agr kuch log ada ker daie tu sab ki trf se ho jata ha...:rose
          Attached Files
          Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
          Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
          Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
          Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

          Comment


          • #6
            Re: ~~ik Zarore Sawal ~

            Originally posted by Khalil
            Bhai asad jo sharait namaz k liy hain wohi jinaza k liy hain..........bus hamara kibla theek kerny wala hugia hay....hum sy islam ko siraf rasoomat tak hee mehdood ker dia hay....hum siraf name k hee muslim hain ..Jo ALLAH kee rehmat k umeed war hay..os k banay huwy asooly per amal kerny k liy pher b tiyar nahi hay....
            AMAL SY FARIGH HUWA INSAAN KER K TAQDEER KA BAHANA

            Thnxx Khalil... Yahe to me soch raha tha k hay to yeh Namaz he.. to phir ham kion ghor nae karty.. Allah k hazoor khary hony ko ham ney mazaq banaya howa hay ..
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment


            • #7
              Re: ~~ik Zarore Sawal ~

              Thnks zeeeshan for detail

              Comment


              • #8
                Re: ~~ik Zarore Sawal ~

                Originally posted by barg.e.gul
                kya mey roman urdu mey reply ker sakti hun?


                Sure ...........zaroor karyn
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment


                • #9
                  Re: ~~ik Zarore Sawal ~

                  aslamo alykum asad bhai deer kiliye mazarat khawa hon, aap ny bohat acha sawal kiya jis par main aap ka mashkoor hon . to mery bhai janaza ki namaz farzy kafaya hy aur farze ayen naheen farz kifaya se murad khuch log ada karlain to sab ki taraf se hojata hy likin sawab serf parhany waloon ko hi milta hy .namazy janaza main namaz wali hi sharteen hain khuch zayed hain aur wo ye hain k mayat muslim ki ho ,aur dosri sharat ye k janaza samny moujood ho .AAP asw ka nijashi ki namazy janaza parhna makhsoos amal tha hanfi aur malki fiqah k mutabik mayat ki moujodgi janaza ki namaz kiliye zaroori hy aur jab k imam shafi aur hanbli fiqah k mutabik ghaybana namaz e janaza jayez hy bashart k mayat us shehar ki na ho jis main namaz parhi jarahi hy.aur aik sharat ye bhi hy k mayat ko gusal ya tayamum se paak karliya gaya ho is se pehly namaz jayez naheen is par sab fuqha ka ittifaq hy .aik sharat ye hy k mayat gari par ya kisi sawari par na ho hanfi aur hanbli fiqah ka yehi qoul hy jabk shafi aur malki fuqha is surat main bhi namaz jayez kehty jab k mayat kisi janwar ya insani hathoon main ho.
                  NAMAZY JANAZA K ARKAAN
                  namazy janaza ki charoon takbeeren farz hain aur har takbeer aik rakat k qayem muqaam hy dosra farz qayam hy yani sari namaz ko bahalty qayam poura kiya jay. tesra rukan yani farz mayat k haq main dua karna hy.aur akhir main salam hanfi fuqha k nazdeek wajab hy jab k baqiyon k nazdeek farz hy.
                  baqi namazy janaza ki makhsoos sana aur darood aur duan yaad kar k parhni chaien likinagar wo na yaad hon to aam namazon wali sana aur drooud aur dua bhi parh sakty hain.baqi raha aap ka ye sawal k log dosron k dekhany kiliye janaza parhty hain to bhai arz ye hy k dilon k bheet ALLAH hi behtar janta hy agar waqehi khuch log aysa karty hain to ye hamar almiya hy aysi cheezon se bachna chaiye aur akhir main aap ny kaha k khuch log begair wazu k hi namaz janaza par leyty hain to bhai arz ye hy k agar wo ye harkat jan bouja kar karty hain yani un ko maloom hy k wazu zaroori sharat hy magar phir bhi naheen karty to aysa shakas kafir hojata hy likin agar kisi ko maloom naheen k wazu zaroori anheen aur wo bagair wazu k parhta hy to aysa amal sakhat haraam hy us ko bataya jay k wo gunahgar ho raha hy ..w/salaam aabi
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~~ik Zarore Sawal ~

                    zeshaan aur khalil bhai bohat khoob aap ny achi wazahat ki
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~~ik Zarore Sawal ~

                      bohat Bohat Shukria.. Abi..........jazakallah
                      Life is more strict than a teacher
                      A teacher teaches a lesson
                      and takes an exam.
                      But life takes an exam
                      and then teaches a lesson

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~~ik Zarore Sawal ~

                        Jazak Allah khair
                        wasalaam..

                        Comment

                        Working...
                        X