Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

    Asslamo Alikum
    Spread it
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

    bilkul sahi .....jab tak hum apnay aap ko rah-e-rast per nahi latay tab tak kuch mumkin nahi .....humain sab say pehlay apnay graban main jhankna ho ga .....
    When you are in light, everything will follow you..... But when you enter dark, even your own shadow will not follow you. That is Life!

    Comment


    • #3
      Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

      Jee Cruze aap ne sahi kaha hay :) Allah aap ko jaza-e-kher de Ameen
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

        mashALLAH bohat khoob nihayat hi pur zor alfaz main aap ny milat ki ijtimai surtehaal ko biyan kiya ab zaroorat is amar ki hy k hum log wo aysi surtehaal se nikalny kiliye meydane amal main sar bakaf nikal khary hon likin ab is ka kiya kiya jay jahaan pouri qooom hi jamood ki chadar tan kar lanbi neend sorahi ho....w/slaam
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

          bohaat khoob yaram bhai...
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • #6
            Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

            :jazak: yaaram
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

              Assalaam-0-Alaikom:rose

              buht zabardast tehreer hai Adnan
              aisi batain dil main utarnay kay hi liye hoti hain ....:phool:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                Adnan aap ney jo jo baat kahi hai dil mein utarti hai - Namazon ko pabandi sey ada karna aur phir jaa ker sharabein aur fuhashi waley risaley bechna, taxies chala aur meter reverse kar key tax ki bachat karna aur phir usi haram ki kamai sey masajid ko chandey dena, Hajj ker lena aur dil ko saaf na karna, balkey Makkah jaa ker bhi gali'galooch karna, Doran-e-Hajj mobile ka istimaal karna, Masajid mein Quran aur namaz parhney jana aur mobile ko on rakhna - ham kis ko dhoka dey rahey hain? Kam az kam Allah Tala ko hamari is namood-o-numaish ki zaroorat nahin. Agar Allah Tala ko zaroorat hai to us samajh ki jo ham sey door hai....
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                  Originally posted by Masood
                  Adnan aap ney jo jo baat kahi hai dil mein utarti hai - Namazon ko pabandi sey ada karna aur phir jaa ker sharabein aur fuhashi waley risaley bechna, taxies chala aur meter reverse kar key tax ki bachat karna aur phir usi haram ki kamai sey masajid ko chandey dena, Hajj ker lena aur dil ko saaf na karna, balkey Makkah jaa ker bhi gali'galooch karna, Doran-e-Hajj mobile ka istimaal karna, Masajid mein Quran aur namaz parhney jana aur mobile ko on rakhna - ham kis ko dhoka dey rahey hain? Kam az kam Allah Tala ko hamari is namood-o-numaish ki zaroorat nahin. Agar Allah Tala ko zaroorat hai to us samajh ki jo ham sey door hai....
                  is article ka maqsad shayad ye tha key hum apney nafs ka ehteysaab karein
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                    :jazak: :rose
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                      Jazak Allah khair
                      wasalaam..

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                        Shukrya - JazakALLAH
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                          Great post

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                            :jazak:............



                            Comment


                            • #15
                              Re: ~*~Ihtesab-e-Nafs~*~

                              Shukrya - JazakALLAH :)
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X