1965 mein Pak bharat jang mein hone walay Nuqsan ki tafseel
bharat ka nuqsan
Pakistan ne jis bharti ruqbay per qabza kiya us ka raqba 1217 murba mile tha
bharat ne Pakistan k total 446 muraba mile per qabza kiya tha
Bharat k 20000 officers aur sipahi halak ya zakhmi huay
aur ek hazar k qareeb jangi qaidi banaye gaye
bharat k 516 tank tabah huay jin mein se 18 sahi salim tank per Pak faoj ne qabza ker liya
bharti faoj k 115 tayaray tabah aur 20 nakara bana diye gaye
aur Pak Army ko jo asla mila topen rifels jeepen woh la tadad mein thay
bharat k taqreeban tamam hawai aday tabah ker diye gaye
bharat ka dawarka bander mukamil tabah kiya gaya
bharat k ek jahaz karachi k qareeb garqyab kiya gaya jo kiroron ki maliyet ka tha
bharat k mutabiq un k sobay mein jo nuqsan hua us ki maliyet 15 crore thi
aur lahore sector mein chalaye jane walay aslay ki maliyet 54 crore thi
Pakistan k ye Nuqsan hua
Pakistan k 35 tanak zaya huay
bharat Pak ka ek bhi tank qabze mein na la saka
Pak k F86 qisam k 14 tayaron ko nuqsan pahoncha
57 qisam k 2 tayaron ko nuqsan pahoncha
pak k 2 tayare apni topon ki waja se tabah huay aur 2 funy kharabi k bais bekar huay
Pak bharat ka majmooi nuqsan ka takhmina Ek aur dus 1/10 ki aosat se hai

Comment