Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

    Pakistan's heighst mountains. Qudrati husn sey Pakistan mala-maal hai. Duniya ki buland tareen chotiyon ka silsila is mulk sey ho kar guzarta hai aur yeh dilkash-o-dilrubah nazarey hamarey mulk ko duniya mein mumtaaz kartey hain. Zel mein Pakistan ki 42 buland tareen chotiyon ki fehrist di jaa rahi hai. Baad mein meri koshish ho gi keh in mein aksar key barey mein pictures key saath tehreeri surat mein mazeed maloomat faraham karoon.
    Attached Files
    Last edited by Masood; 11 July 2005, 01:53. Reason: Image Edited
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

    AOA,


    Bohat qeemti batain aap nain hum se share ki hain mahlomat main azafe k liye bohat shukria.:)


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • #3
      Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

      Bohat khoob Masood bhai hamari maloomaat mei khatir khuwa azaafa hua hai keep it up!!!

      Comment


      • #4
        Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

        wwo buhat hee informative and nice post
        thanks bhai take care

        Comment


        • #5
          Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

          nice info
          thnx dude
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

            very nice info bhai and good post

            Comment


            • #7
              Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

              Awesome info bhai
              Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
              ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

              Comment


              • #8
                Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                Assalam-0-Alaikom:rose

                buht zabardast info

                i think hieght meters main hai....
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #9
                  Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                  goood work :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                    nice info. bhai

                    Comment


                    • #11
                      Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                      Nice Sharing
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                        kia bat hai hamarey pakistan ki janab
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                          iss list main Tolli Pir kahan hai? jis ki height 8800ft hai
                          aur Haji Pir Pass (altitude 2,637 m (8,652 ft))

                          Comment


                          • #14
                            Re: Pakistan Ki Buland Tareen Chotiyaan

                            Originally posted by ~Heer~ View Post
                            iss list main Tolli Pir kahan hai? jis ki height 8800ft hai
                            aur Haji Pir Pass (altitude 2,637 m (8,652 ft))
                            In dono chotiyon ko main naap nahin saka tha :lol - Bibi is list mein sari chotiyaan METER key hisaab sey di gaii hai aur jinki baat aap kar rahi hain wo is list mein kaaaaaafi neechey aati hain :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            Working...
                            X