Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sufi Kalaam - Ek Shair

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sufi Kalaam - Ek Shair

    Loyee Loyee KuRyeh Bhar Lay Bhanda Jay Tu Bhanda Bharyeh
    Raat Hoyee Bin Raat Mohammad, Ghar Jaandi Nay Darna.......!

    Yeh Mian Mohammad Sahab ki kitaab Saif-ul-Malook say liya gaya shaair jis ki short tashreeh yeh hay kay insaan ki zindagi main mout ki raat honay say pehlay din hi din main uss nay har behtar kaam kar kay apni aakhirat sanwanr laini chayeh iss say pehlay kay bohat dair hojayay!!!
    sigpic

  • #2
    Re: Sufi Kalaam - Ek Shair

    لوئے لوئے بھر لے کڑئے جے تد بھانڈا بھرنا

    شام پئی بن شام محمد گھر جاندی نے ڈرنا


    bohat khoobsorat sharing shukria
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: Sufi Kalaam - Ek Shair

      Tasheeh kay liye aap ka bohat bohat shukriya.... kisi ko gungunatay huay suna tha ek train kay safar main, zeehnasheen hogaya tha tou yahan share kardiya :) Laikin waqayi inn sufiyana kalaam main bohat gehrayi hoti hain bazahir kuch aur meaning hotay hain magar inn ki gehrayi main jayain tou zindagi say mutalliq bohat kuch seekhnay ka mouqa milta hay :)
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Sufi Kalaam - Ek Shair

        JI BESHAK

        symbolism punjabi sufi poetry ka khasa hai

        khush rahiye
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        Working...
        X