Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Saif-ul-Malook

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Saif-ul-Malook

    Salam
    Attached Files
    Last edited by Mirza Ghalib; 24 April 2009, 19:57.
    sigpic

  • #2
    Re: Saif-ul-Malook

    chacha ji okhay akhraan de matbal kon dassay ga :tauba
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: Saif-ul-Malook

      bhateeji, yeh to ab aap per hai kay is ko kesay samajhna hai.Wesay bhi sufiyaana kalam aasani say samajh nahi aata.Kea main yeh kalam post kerna band kar dun?
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Saif-ul-Malook

        aray nae nae chacha ji ...aap karo ...me samjh loon gi me punjabi ki student hoon
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Saif-ul-Malook

          phir to acha hai agar aap punjabi ki student ho, Mian Sahab ka kalam aisa hai kay is ko dunya aur deen dono jagah fit kiya ja sakta hai.jesay " neechan di ashnayi kolon tey phal kisay na paya , kikar tey angoor charhaya tey har gucha zakhmaya "
          is ko aap dunya kay logon per jo neech harkatein kertay phirtay hian , un per bi fit kar sakti ho,
          2nd : neech nafs-e-amara hai , is say dosti karo gey to kuch phal nahi milnay wala , is ki dosti aap ki rooh tak ko ghayel kar day gi.

          shayad main samjha saka yaa nahi
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Saif-ul-Malook

            ji bilkul chacha ji issi bina par muje mian MOHAMMAD BAKHSH baqi sufi poets se zayda apeal krtay hain....
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #7
              Re: Saif-ul-Malook

              Bohat achay, Wesay main to Hazrat Baba Farid, Hazrat Shah Hussain, Hazrat Sultan Bahu, Hazrat Bulleh Shah, Hazrat Waris Shah aur Hazrat Khawaja Farid kay kalam parh chuka hun
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Saif-ul-Malook

                ji me ne b thorra thorra sabhi ko parra hai
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                Working...
                X