...
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Pashto poetry (Designed)
Collapse
X
-
Re: Pashto poetry (Designed)
welcome Saraah jani and Masood ji
abi jo Dil peshawari ji ajaye wo apki lye translate karega.....
kyon dil peshawari ji... app karogy na :think:u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
-
Re: Pashto poetry (Designed)
Originally posted by saraah View Postپہلا اور دوسرا امیج زبردست ہیں ۔۔۔کاش مجھے پشتو بھی آتی
Pasand karney ka bohat bohat shukria......
Waisay Sarah jee pashto itni mushkil hai nahi jitna nazar aati hai......agar aap chaho to within 2-3 weeks mein seek sakti ho "Rania" ki tarha......
Chalain mein "Hala" ke purzoor israr pe pehle aur doosre image ki poetry translate kiye daita hoon:
1: Pehley waley mein shayir kehta hai ke "Mujhey apni zindagi ki kitab ka har safha to yaad nahi sirf itna yaad hai ke meine iss kitaab ka lafz lafz tumhari aankhon ke kajal ki siyaahi se likha hai"
2: Doosrey mein shaayir Mullah jee se mukhatib ho ke kehta hai ke "Mein apney mehboob ko paanay ke liye ye sajday aur ibadaat kar raha hoon Mullah jee mujey ibadat karnay ka tareeqa mat sikhaaoo.....Mujhey jannat mehboob ki aankhon mein dekhta hai isliye baraa-e-mehrubani mujhey jannat ka raasta na dekhaoo.....apni soochoمٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے
Comment
Comment