Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal


  • #2
    Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

    Milestone in shaib ka andaaz-e-biyaan mujhey hamesha achha laga hai. Aap ki mehnat bohat apna munh bolta saboot hai magar yahan per text parhney mein bohat diqqat ho rahi hai... kyun? :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

      Assalamualikum ,

      Hmm kia aap inhein sunntey hain .....?

      yeh raongaon ki baat hai janaab .... ok doosri koshi karoongi Insha Allah .... yahan image ka badha masla hai mere saath jo ke aap ko pata hai ....

      Comment


      • #4
        Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

        Originally posted by milestone View Post
        Assalamualikum ,

        Hmm kia aap inhein sunntey hain .....?

        yeh raongaon ki baat hai janaab .... ok doosri koshi karoongi Insha Allah .... yahan image ka badha masla hai mere saath jo ke aap ko pata hai ....
        Wa salaam

        Kyun ma'am ham inhein nahin sun saktey? Shairi sey jinhein lagao hota ho unkey liyey shair ha har bol mutbarak hota hai...

        aap key image ki problem per mujhey kaafi tashweesh hai ....
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

          Ji nahi janaab ! ham In Hazrath Ki pahunch par Haeinraan hain .....

          aur Image ko us ke Haal par chor Dijiye .... Sudhri toh sudhri Nahiiiiiiiiiiiii Tohhhhhh

          Comment


          • #6
            Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

            Mile ka neya images - aur bohat achha image.
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

              Originally posted by Masood View Post
              Wa salaam

              Kyun ma'am ham inhein nahin sun saktey? Shairi sey jinhein lagao hota ho unkey liyey shair ha har bol mutbarak hota hai...

              aap key image ki problem per mujhey kaafi tashweesh hai ....
              theek hai par mein ne is mein kaheen kaheen tarmeem ki hai .sirf lahje ko waazeh kar ne ke liye .... agar aap ki in saheb se mulaqaat ho jaye toh bata dijiye ga inhein.:D:
              Last edited by milestone; 29 May 2009, 18:38.

              Comment


              • #8
                Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

                wah.. :kr:
                designing buht khob ki hai.....
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #9
                  Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

                  lo kar lo gall ,,,,,,,,,,,,,, hahahahahaha
                  main aaj abi 6 June 2009 raat 10:10 minute tak milestone ko male samjhta raha....... kisi kay paas joota hai to meray sar pe maray...........!!! ladies apnay sandle ki mazbooti meray sar per azma sakti hain...!
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dakni lab-o-lahjey mein eik ghazal

                    Originally posted by Mirza Ghalib View Post
                    lo kar lo gall ,,,,,,,,,,,,,, hahahahahaha
                    main aaj abi 6 June 2009 raat 10:10 minute tak milestone ko male samjhta raha....... kisi kay paas joota hai to meray sar pe maray...........!!! ladies apnay sandle ki mazbooti meray sar per azma sakti hain...!
                    Assalamulikum , Haaaeinnnnnnnnn yeh kia baat Mirza JI :)

                    Comment

                    Working...
                    X