Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Arabic teacher chaye :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Arabic teacher chaye :)

    Ana ahtiyat inte'
    أنا أعطيت أنت

    Comment

    • #17
      Re: Arabic teacher chaye :)

      shuru to main tab kero gaa jab aap log pooche ge, kiu ke jo alfaz aap ke zehan main ate hain wo agar aap log pooche to jaldi seekh sake ge, jase ke baqar ne poocha ke arabic main kase kahe ge "main ne aap ko dia tha" us ki arabic translate ker ke mai ne idher post ki hai.. Ana atiyat inte'

      Comment

      • #18
        Re: Arabic teacher chaye :)

        Originally posted by Gujjar Badshah View Post

        aap humye Arabic Grammar seekhaye :D:
        jo kuch aap ko ata hai aap yaha post kartay jaian ham seekhtay jaian gay
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #19
          Re: Arabic teacher chaye :)

          grammar gud question...

          arabic grammar ko dekha jaye to thori ajeeb hai per its too easy to understand or learn.

          like

          aap agar kisi ko kahte hain tum ya aap, abb agar english main dekha jaye to dono ke liye You ka word use hota hai jab ke Arabic main thora diffrence hai.. jase ke

          tum = inta
          aap= inte'

          hope you will understand this first lesson. will be continued after the break

          Note for Anchal: Madam mujhe arabic aati ahi saari baat ye hai ke agar tum grammer per jao gi to zayda bhool bhulaiye main lagi raho gi aur bolna mushkil ho jaye ga, jab ke arabic jo log bolna jante hain wo arabic likh bhi sakte hain aur parh bhi sakte hain ..
          My request to you ke theek hai grammer ke saath saath insaan ke zehan min din main kai ase alfaz ya jumle ate hain jin ko normally hum nahi jante hote, right.. wo poochne se aap ke zehan main bethi gi baat kiu ke aap ki mann ki baat clear hui aap ki chahat per, so simple jo cheez chahat se lagao se ki gai ho wo kase bhool sakti hai.
          hope you would understand.

          Comment

          • #20

            main nay kab kaha kay aap ko Arabic nahi ati?
            main sab ko yehi keh rahi houn jis ko jitna ata hai humye seekhtay jaian :).
            kisi ki grammar achi hoo gee to kisi ki vocabulary ...so har koi jitna ata hai post karta jaye ...
            or jis ko kuch pouchna hoo ga woh bhi pouchta jaye jis cheez main masla hai ...
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: Arabic teacher chaye :)

              are m sorry anchal mera aisa koi maksad nahi tha yaar m so sorry but you miss understood me ... actually meri adat hai shugal ki her wakt mazak mazak.. aur mazak afroze se poochein jaa ker us ka kya haal kerta hoo main .. hehehe.
              sorry agar mind kia to .. aap ki baat surr ankho per madam.

              Comment

              • #22
                Re: Arabic teacher chaye :)

                Originally posted by Aanchal View Post
                aap humye Arabic Grammar seekhaye :D:
                jo kuch aap ko ata hai aap yaha post kartay jaian ham seekhtay jaian gay
                grammer mein tu gardanin bhi ati hen
                same like tense...

                Comment

                • #23
                  Re: Arabic teacher chaye :)

                  walaikum salam Aanchal!!
                  Aik khaboosurat addition on pegham, mujhey A-Z nahi magar A-C tak Arabic ati hai :P
                  basic balkey very basic :d so im not yet qualified as a teacher :$

                  Originally posted by Wafa View Post
                  bohot acha idea hai.......
                  mughe bhi itni nahi aati ..........mughe bhi wait rahay ga kay jald arabic teacher mil jaye............:D:
                  Wafa??

                  I think you are a master :P

                  go ahead aur her aik ko Arabic seykhayeiN (Y)
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Arabic teacher chaye :)

                    dekhyi arabic sekhnay kay liye teen cheezon ki zarorut hay no 1 concentration and attention no 2 basic knowledge aur no 3 hard working bas arabic itni mushkil nahi jitni hum samjhtay hain kafi words tu hum roz boltay hain anjanay mai..jasay ..salam,salamati..ruqqa,khat pegam..mujahad.jahad karnay wala..etc
                    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                    Comment

                    • #25
                      Re: Arabic teacher chaye :)

                      Originally posted by baqarkashmiri View Post
                      grammer mein tu gardanin bhi ati hen
                      same like tense...
                      kuch bhi jo aap ko ata hai aap share karian
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: Arabic teacher chaye :)

                        Originally posted by Xenya View Post
                        walaikum salam Aanchal!!
                        Aik khaboosurat addition on pegham, mujhey A-Z nahi magar A-C tak Arabic ati hai :P
                        basic balkey very basic :d so im not yet qualified as a teacher :$

                        jitni hai apni knowledge zaror share karna :eye:

                        Wafa??

                        I think you are a master :P

                        go ahead aur her aik ko Arabic seykhayeiN (Y)
                        wafa aap ko bhi jitna ata hai hamray sath zaror share karian :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #27
                          Re: Arabic teacher chaye :)

                          Originally posted by jamil123 View Post
                          dekhyi arabic sekhnay kay liye teen cheezon ki zarorut hay no 1 concentration and attention no 2 basic knowledge aur no 3 hard working bas arabic itni mushkil nahi jitni hum samjhtay hain kafi words tu hum roz boltay hain anjanay mai..jasay ..salam,salamati..ruqqa,khat pegam..mujahad.jahad karnay wala..etc
                          apni knowledge hamray sath share kartay rehian :salam:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #28
                            Re: Arabic teacher chaye :)

                            Thanxxx to miss sng jinhoo nay humye Arabic seekhnay kay leye kuch material dia hai :rose
                            :phool:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #29
                              Re: Arabic teacher chaye :)

                              Assalam O aalaikum !

                              Ajeeb baat hai mein nay School aur college dono mein arabic language study ki
                              College mein 4 year high level ki parhi..And alhamdolillah ....80% marks liyay ...
                              magar sab se mushkil cheez grammar hai iss mein ..jab hum language ki baat kartay hein
                              Tu oss mein Middle east ya Egypt ya ..yaman etc ki lang. count nahi hoti bulkeh
                              Lisan-ul Arabi ..Count hoti hai ..accent ki baat b tab hai jab aap verbal language ki baat
                              kartay hein.....Jo asal seekhnay ki arabic hai wo WO Text Arabic hai ..yani sab Grammar
                              ...mein nay arabic mein Stories b likehiN ..jab apnay kids ko parhaya, i mean of 1 to 4 grade ....magar still I think k Kuch mushkil hai ....
                              Wafa jinhoun nay I think wahin parha ....tu I think she can guide but I will try k ..actual
                              Arabic ko RECAP karooN mind mein aur Gradanein at least Share karooN ...

                              Jo 56 types hein yeh yad hai ,....
                              Onn mein Mazar`er aur astemrari ..wesa hee hai . jesay k Urdu ya farsi mein hein magar kuch details mein hein ...Ok i will re collect my memory and will share ....!
                              InshaAllah as soon as possible.....!
                              But agar mein ghalat hoi tu U Guzar sahib and Anchal jee and rest of the Members do indicate my Mistakes ,...KioN k Arabic har lihaz se ham sab muslims k liyay Moa`taber hai
                              :) Khush rahiyay

                              Comment

                              • #30
                                Re: Arabic teacher chaye :)

                                Originally posted by Gujjar Badshah View Post
                                grammar gud question...

                                arabic grammar ko dekha jaye to thori ajeeb hai per its too easy to understand or learn.

                                like

                                aap agar kisi ko kahte hain tum ya aap, abb agar english main dekha jaye to dono ke liye You ka word use hota hai jab ke Arabic main thora diffrence hai.. jase ke

                                tum = inta
                                aap= inte'

                                hope you will understand this first lesson. will be continued after the break
                                .

                                انت تُم آدمی کے لیئے
                                انتِ تُم عورت کے لیئے

                                شاید گُجر بھائی آپ یہی کہنا چاہتے تھے مگر ٹائیپنگ کی غلطی ہو گئی ہو گی!

                                Comment

                                Working...
                                X