samander mai utterta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
terii ankhoon ko perta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
tumharaa naam likhnee ki ijaazat chiin gai jaab se
koi bhii naam likhta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
teri yaadon ki khushboo,khirkion mai raqs kertii hai
tere ghaam mai sulagta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
mai hans ke jheel leeta hoon judaai kii sabhii rasmain
gaalee jaab uskee lagtta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
na jaanee hoo gayaa hoon is qadar hassas mai kab se
kisee se baat kerta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
wo saab guzree hoee lamhaat mujhkoo yaad aate hain
tumhaare khaat jo perta hoon too ankhin bheeg jaati hain
mai sara diin buhaat masroof rehta hoon magar juunnhi
qadaam chaukhaat pe rakhta hoon to ankhinn bheeg jaati hain
herr ik muufliss kee maathe per alaam kii dastanin hain
koii chehra bhii perta hoon too ankhiin bheeg jaati hain
bare logoon kee oonche,badnumaa orr sard mehloon ko
ghareeb ankhoon se taktaa hoon to ankhiin bheeg jaati hain
tere kooche se aab mera taulluq wajibi saa hai
magaar jaab bhii guzartaa hoon to ankhiin bheeg jaati hain
hazaroon mausamoon kii hukmiiraani hai mere dill per
wasi mai jaab bhi hasta hoon to ankhiin bheeg jaati hain

Comment