Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

thumhari bay dehani say guraiza'n hain,

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • thumhari bay dehani say guraiza'n hain,

    yahi hay na! tumhari bay gunahi say guraiza'n hain
    keh abb tho hum be apni rayegani say guraiza'n hain,
    tujay bas aik pal ko dhaikna tha baat karni thee,
    magar ab taray lehjay ki girani say guraiza'n hain,
    thumharay naam par jaltha diya bujnay nahi daithay
    magar dil par thumhari hukumrani say guraiza'n hain,
    faraib e guftagoo nay dair tak mehsoor raka hay
    magar abb hum fiza e khush gumani say guraiza'n hain,
    azab e thashnagi nay jism o ja'n ko raith kar dala
    lab e darya kharay hain aur pani say guraiza'n hain,
    thujay thaskheer karna tha kisi dildaar sa'ath main
    magar youn hay keh abb sare kahani say guraiza'n hain,
    kabhi shakh e badan par roshni ki ayathain uthre
    kabhi ye ruthjagay iss mehrabani say guraiza'n hain,













    sigpic

  • #2
    Re: thumhari bay dehani say guraiza'n hain,

    Bohat Khoob
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: thumhari bay dehani say guraiza'n hain,

      SM sahab, hosla afzai ka shukria,











      sigpic

      Comment

      Working...
      X