Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Band Hoti Kitabo'n Mein Urrti Hui Titliyan Daal Dein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Band Hoti Kitabo'n Mein Urrti Hui Titliyan Daal Dein

    Band Hoti Kitabo'n Mein Urrti Hui Titliyan Daal Dein
    Kisi Ne Rasmo'n Ki Jalti Hui Aag Mein Larkiyan Daal Dein

    Khauf Kaisa Hai Ye Naam Uska Kahin Zair-e-lab Bhi Nahi
    Jis Ne Mere Haaton Mein Hare Kanch Ki Churiyan Daal Dein

    Hont Piyase Rahe, Hosle Thak Gaye Umer Sehra Hui
    Hum Ne Pani Ke Dhoke Mein Phir Rait Per Kashtiyan Daal Dein

    Mousam-e-hijir Ki Kaise Sa'aat Hai Ye Dil Bhi Hairaan Hai
    Mere Kanon Mein Kis Ne Teri Yaad Ki Baliyan Daal Dein
    Last edited by Ainy Guriya; 5 July 2008, 14:47.

  • #2
    Re: Band Hoti Kitabo'n Mein Urrti Hui Titliyan Daal Dein

    Bohat KHUB

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


    Comment


    • #3
      Re: Band Hoti Kitabo'n Mein Urrti Hui Titliyan Daal Dein

      Wah kia kehnay

      Comment


      • #4
        Re: Band Hoti Kitabo'n Mein Urrti Hui Titliyan Daal Dein

        Mere Kanon Mein Kis Ne Teri Yaad Ki Baliyan Daal Dein

        Gr9 Guriaa G

        Comment

        Working...
        X