Assalaam Alaikum WR WB
:rose ~*~ ~*~ ~*~ ~*~ :rose ~*~ ~*~ ~*~ ~*~ :rose
Elahi teri makhlooq ka jab ek tamasha daikha,
Chhalakte jaam daikhe samandaron ko piyasa daikha,
Ye kiya majra hai apni to samajh me nahi aaya,
Admi apni hi justuju me ulajhta daikha,
Jin ke haath thay khaali woh masroof-e-zikr daikhe,
Haathon me liye tasbeeh-e-anmool waaiz ko bhatakte daikha,
Alhumdolillah ka matlub to samajh me aaya,
Siraat-e-mustaqeem ke matlub pe logon ko jhagarta daikha,
Eemaan baichte hue Adam ke betay daikhte,
Haw'wa ki beti ko sar-e-bazar bikta daikha,
Kaise dunya ke makr-o-faraib sey samjhota kar lun,
Ke in aankhon ne kitne jalte diyon ko bujhta daikha,

Comment