Asslam o Allaikum, Muhsin Naqvi ke nam se kon waqif nhi, yeh ehd e hazir k mash'hoor shuhra mein se aik hein,Mohsin bunyadi taur par GHAZAL k shayer hein.Un ka mashaheda aur tajurba zindagi k tmam rangon kol apni ghazlon mein numayan karta nazar aata hey, Un ki shayeri mein zindadi ki haqeeqaton aur masoom sachaiyon se pardah uthaya gaya hey jin ka humari samaji zindagi ke sath barra gehra taluq hey, Unhon ne ISHQ ko bhi mozoo bnaya hey mugar un k nazdeek Ishq poori Zindagi par havi nhi hey balkeh zindagi k rangon mein se aik rang hey....Aur bass!
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Daush e hawa....
Collapse
X
-
Tags: محسن نقوی, ..., ...., 158, aa, aao, aap, aata, abhi, acha, achi, adding, aik, ap, apni, assalaam, asslam, aur, aya, barra, bass, bhi, bhot, blue, boht, chali, color, coming, dadi, fav, favorite, forum, future, ga, gaya, gehra, ghazal, gif, haam, hai, hain, hawa, haya, hazir, hein, hey, hon, hoo, hoon, hoor, humari, humse, ice, icons, images, insha, ishq, jee, jin, ka, kaa, kalaam, kalam, kar, karta, ke, keh, kehtay, ker, khoobsoorat, khush, ki, kia, kia hai, ko, kol, kon, kuch, liye, mai, main, masoom, maza, mei, mein, mil, milta, mirza, mohsin, mohsin naqvi, mozoo, muhsin, muskaan, muskan, nam, naqvi, nay, nazar, nazdeek, ne, net, nhi, nice, numayan, par, pardah, parh, parhnay, pegham, pehlay, phool, poet, poetry, poori, postings, quo, rahay, rose, sa, sab, sath, se, sec, section, shaheed, share, sharing, shayer, shayeri, shukriya, size, size=, smile, smilies, sochein, tajurba, taur, taza, tha, tmam, uthaya, waqif, waqt, work, wow, yeh, zindagi, ]
-
Re: Daush e hawa....
sab say pehlay to Amavas haam aap ko kushamdeed kehtay hain
aap nay Mohsin naqvi ka acha kalam peash kia hai .. :)
aapni achi achi si postings say is forum ko ronak bakshtey rehaye ga
-
-
Re: aao sochein k zndagi kia hey.
Originally posted by Muskanmohsin ki aik aur ghazal k sath hazir hoon.
Assalaam o alekum,
Muskan sahiba mohsin naqvi sahib ke donoon kalaam behud khoobsoorat hain humse share kernien kaa behud shukriyaa khush rahien:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Daush e hawa....
Originally posted by MuskanAsslam o Allaikum, Muhsin Naqvi ke nam se kon waqif nhi, yeh ehd e hazir k mash'hoor shuhra mein se aik hein,Mohsin bunyadi taur par GHAZAL k shayer hein.Un ka mashaheda aur tajurba zindagi k tmam rangon kol apni ghazlon mein numayan karta nazar aata hey, Un ki shayeri mein zindadi ki haqeeqaton aur masoom sachaiyon se pardah uthaya gaya hey jin ka humari samaji zindagi ke sath barra gehra taluq hey, Unhon ne ISHQ ko bhi mozoo bnaya hey mugar un k nazdeek Ishq poori Zindagi par havi nhi hey balkeh zindagi k rangon mein se aik rang hey....Aur bass! :)
Muskaan jee Mohsin Naqvi shaheed is one of my very favorite sha'irs ... Thank you very much for sharing his work with us :phool:
:insha: I will be adding more of his poetry to this section in the coming future!
Qassim Mirza :Qassim:
Comment
-
Re: Daush e hawa....
اسلام علیکم
بہت ہی خوبصوت انتخاب کیا ہے آپ نے محسن نقوی کی لاوال شاعری میں سے اس سے آپ کے لطیف اور حساس زہن کی عکاسی ہوتی ہے کیونکہ کسی نے کیا خوب کہا ہے کہ
کھلتا کسی پہ کیوں میرے دل کا معاملہ
شعروں کےانتخاب نےرسوا کیا مجھے
اللہ جئ آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں:star1:
Comment
Comment