na kisi pe zakhm ayan koi' na kis ko fiker rafoo ke hay
na karam hay hum pe habib ka na nigah hum pe adoo-w ke hay
saf e zahidan hai to beyaqeen, saf mekashan hai to betalb
na wo subh dard o wazu ke hai, na shaam jaam o sabu ke hai
na yeh gham naya' na sitam naya ke teri jafa ka gila kerain
yeh nazer the pehlay bhi muztarib yeh kasak tu dil main kabho ke hay
kaf baghban py bahar e gul ka hai qarz phely sy baishtar
ky har aik phool ky pairhan mein namod mery lahu ke hai
nahin khof roz e seha hamein , ky faiz zaf e nigha mein
abhi goshgeer wo ik kirn, jo lagn oss ayeenaru ke hai
Faiz Ahmad Faiz