kahin Sang Mein Bhi Hai Roshni Kahin Aag Mein Bhi Dhuwan Nahi
Ye Ajeeb Shehre Tilisim Hai! Kahin Admi Ka Nishaan Nahi!
Na Hi Is Zameen Ke Nasheeb Mein Na Hi Aasman Ke Faraz Per
Kati Hai Umer Uskp Talaaste, Jo Kahin Nahi Pe Kahan Nahi
Ye Jo Zindagi Ka Khel Hai, Gham-o-inbisaat Ka Mail Hai
Usse Qader Kya Ho Bahaar Ki! Wo Jo Aashna-e-khiza Nahi
Wo Jo Kat Gire Per Na Jhuk Sake, Jo Na Maktalo Se Bhi Ruk Sake
Koi Aisa Sar Nahi Dosh Per, Kisi Mou Mein Aisi Zabaan Nahi
Jo The Ashk Wo Mein Ne Pee Liye, Lab-e-khusk-o-sokhta See Liye
Mere Zakham Phir Bhi Aayan Rahe,mera Dard Phir Bhi Naha Nahi!
Nahi Isko Ishq Sw Wasta, Wo Hai Aur Hi Koi Rasta
Ager Is Mein Dil Ka Lahu Nahi Ager Is Mein Jan Ka Ziyan Nahi!

Comment