Hum log
dayeron mein chaltey hain
dayeron mein chalnay say
dayeray to badhtey hain
faasley nahin ghat'tey
aarzo'ein chalti hain
jis taraf ko jaatey hain
manzilain tamanna ki
saath saath chalti hain
gard urti rehti hai
dard badhta rehta hai
rastey nahin ghattey
subh dam sitaaron ki tez jhil milahat ko
roshni ki amad ka pesh baab kehtay hain
ik kiran jo milti hai,aaftaab kehtay hain
dayerah badelnay ko,inqilaab kehtay hain
Amjad islam amjad
dayeron mein chaltey hain
dayeron mein chalnay say
dayeray to badhtey hain
faasley nahin ghat'tey
aarzo'ein chalti hain
jis taraf ko jaatey hain
manzilain tamanna ki
saath saath chalti hain
gard urti rehti hai
dard badhta rehta hai
rastey nahin ghattey
subh dam sitaaron ki tez jhil milahat ko
roshni ki amad ka pesh baab kehtay hain
ik kiran jo milti hai,aaftaab kehtay hain
dayerah badelnay ko,inqilaab kehtay hain
Amjad islam amjad
Comment