Auraton ki aazadi par bohat kuchh kaha jaa chuka hai aur jaa raha hai. Maghrib jis tor auraton ki aazadi ki qaeel hai, ham mashriq mein usi ki taqleed karna chahtey hain, magar kya waqiye "woh" aazadi auraton key liye mufeed hai????? Iqbal kya kehtey hain?
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aazadi-e-Niswaan
Collapse
X
-
Re: Aazadi-e-Niswaan
Boht Khoob Masood. Iqbal ne apni doorbeen aankhon se dekh liya tha k kuch ashray guzarnay k bahd humaray halaat kaisay hon gay. Humaray muashray mein iss ka kuch kuch rang nazar anay laga hey.
Mugar humaray han to aurat k bunyadi haqooq hi nhi diye jatay, aur jub iss k khilaf awaz othai jati hey to humein bhi Azadi e niswan ka hamiyon ki qatar mein khara kar diya jata hey, Aakhir kiyun?
Meray khyal se agar aurat ko aurat ki hasiyat se SIRF IZZAT hi de di jaye to wo apnay haqooq bhi pas e pusht daal day gi kiyun k woh isar aur qurbani ki tasweer hoti hey.
Allah hum sub per rehm karay, ameen.
Comment
-
Re: Aazadi-e-Niswaan
rose very nice
Comment
Comment