Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ہم بھکاری نہیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ہم بھکاری نہیں

    اہلِ بزم
    تسلیمات
    ہوشربا گرانی کے دور میں سفید پوش طبقہ بھی بھکاری بن رہا ہے۔ کراچی میں مفت راشن کی تقسیم کے دوران خواتین کی ہلاکت پر دل بہت اداس ہوا
    اسی اداسی میں یہ نظم لکھی تھی
    آپ کے تاثرات کا انظار رہے گا
    والسلام
    زرقا


    ہم بھکاری نہیں ہم بھکاری نہیں

    ہاتھ پھیلے ہیں جو وہ سوالی نہیں

    گھر میں آٹا نہیں چینی ملتی نہیں

    جیب میں بھی بچی ریزگاری نہیں



    ٹھنڈے کمروں میں بیٹھے ہیں لیڈر سبھی

    اپنے دھندوں سے ان کو تو فرصت نہیں

    روٹی کپڑے کے وعدے ہوا ہو گئے

    یہ حکومت ہماری عوامی نہیں



    سستے بازار کی ان قطاروں میں اب

    دھکے کھاتے ہیں جو وہ بھکاری نہیں

    جیب کاٹی ہے ان کی حکومت نے ہی

    کچھ بلوں نے ڈسا کچھ گرانی ہوئی

    مہربانی ہے کچھ آئی ایم ایف کی

    فکر ان کی نہیں ہے کسی کو یہاں

    لیڈروں نے رچائے نئے کھیل ہیں

    مفت افطار دے کر بنے نیک ہیں

    جانتے ہیں سبھی ان کی نیت بری




    گھر سے نکلی نہیں تھیں جو مائیں کبھی

    آج خیرات لینے گئی تھی کہیں

    موت دھوکے سے ان کو وہاں لے گئی

    کہ جہاں سےکوئی لوٹتا ہی نہیں



    اے خدا تیری رحمت ہے سب کے لیے

    جتنے محتاج ہیں ان کو کر دے غنی

  • #2
    Re: ہم بھکاری نہیں

    Walaikum Assalaam....

    Bohat khoob janab, aap kay dil jo dard mehsoos kia ussay hum nay baRi hi shiddat say iss tehreer main mehsoos kia, har ek lafz aur aik baat jo aap nay bayan ki hay aaj kay dour ki haqeqat hay aur humari badqismati hay kay hum aaj kay iss maashray main yeh sab kuch hota dekh kar khamoosh rehtay hain, shayed akhaabar kay kisi kaunay main chappi iss khabar ko hum nay bhi paRha hoo magar jis dukh say aap nay issay paRha shayed humara woh ehsaas mar chuka hay, shayed hum iss tarhan ki khabar ko srif khabar hi samajh kar paRh laitay hain magar uss khabar kay peechay kia kahani hay uss tak sochnay ki fursat hi nahin, humain apnay career ka khayal hay, humari job responsibilties hay, future banana hay.... ek aurat saar-e-rah mar gayi tou kia hoa aisi hazaroor aurtain, bachay, booRhay, naujawaan roz hi martay hain.... tou kia hua... bas ab aisi hi hay hum sab attitude....!!!!

    likhti rahain, shayed aap ki likhi hoyee tehreer say hay humaray maraay huway wajood ko rooh milay!
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: ہم بھکاری نہیں

      Originally posted by zmufti View Post

      اے خدا تیری رحمت ہے سب کے لیے

      جتنے محتاج ہیں ان کو کر دے غنی
      AAMEEN
      itnay arsay bad aap ka taza kalaam perhnay ko mila ... jahan aap ko dekh kar dil khush howa ... wahin yeh kalaam perh kar afsurda bhi ho gaya.....
      ALLAH TALA sab ko apni hifzo amaan mein rakhay.....ham sab per rehem fermaaye ...AMEEN
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: ہم بھکاری نہیں

        Bahot Arse baad aap ne kuch likha aur ek achay mozo per likha hai
        aisay mozoo per likhna bhi chahiye ye hamare muashre k masail hain
        aur aap k qalam se nikli ye nazam bahot dard bhari aur khoob hai
        itni achi nazam likhnay per daad qabool kijiye
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: ہم بھکاری نہیں

          Originally posted by thefire1 View Post
          walaikum assalaam....

          Bohat khoob janab, aap kay dil jo dard mehsoos kia ussay hum nay bari hi shiddat say iss tehreer main mehsoos kia, har ek lafz aur aik baat jo aap nay bayan ki hay aaj kay dour ki haqeqat hay aur humari badqismati hay kay hum aaj kay iss maashray main yeh sab kuch hota dekh kar khamoosh rehtay hain, shayed akhaabar kay kisi kaunay main chappi iss khabar ko hum nay bhi parha hoo magar jis dukh say aap nay issay parha shayed humara woh ehsaas mar chuka hay, shayed hum iss tarhan ki khabar ko srif khabar hi samajh kar parh laitay hain magar uss khabar kay peechay kia kahani hay uss tak sochnay ki fursat hi nahin, humain apnay career ka khayal hay, humari job responsibilties hay, future banana hay.... Ek aurat saar-e-rah mar gayi tou kia hoa aisi hazaroor aurtain, bachay, boorhay, naujawaan roz hi martay hain.... Tou kia hua... Bas ab aisi hi hay hum sab attitude....!!!!

          Likhti rahain, shayed aap ki likhi hoyee tehreer say hay humaray maraay huway wajood ko rooh milay!
          السلام علیکم
          آپ کی حوصلہ افزائی کے لیے ممنوں ہوں
          والسلام
          زرقا

          Comment


          • #6
            Re: ہم بھکاری نہیں

            Originally posted by *rida* View Post
            aameen
            itnay arsay bad aap ka taza kalaam perhnay ko mila ... Jahan aap ko dekh kar dil khush howa ... Wahin yeh kalaam perh kar afsurda bhi ho gaya.....
            Allah tala sab ko apni hifzo amaan mein rakhay.....ham sab per rehem fermaaye ...ameen
            السلام علیکم
            ردا جی وطن کے حالات ایسے ہیں کہ روایتی شاعری کرنے کو دل نہیں مانتا
            مایوسی خوف اور گھٹن سی ہے
            اللہ پاکستان کو اپنے حفظ و امان میں رکھے
            والسلام
            زرقا

            Comment


            • #7
              Re: ہم بھکاری نہیں

              Originally posted by wasi anjum View Post
              bahot arse baad aap ne kuch likha aur ek achay mozo per likha hai
              aisay mozoo per likhna bhi chahiye ye hamare muashre k masail hain
              aur aap k qalam se nikli ye nazam bahot dard bhari aur khoob hai
              itni achi nazam likhnay per daad qabool kijiye
              شکریہ وصی صاحب
              خوش رہیے
              والسلام
              زرقا

              Comment


              • #8
                Re: ہم بھکاری نہیں

                Kia baat hy G
                Kia manzar kashi ki hy yaar
                haqeeqat ko alfaz ka haseen perahan dia hy aapne or boht he khoobsoorti se,
                Thanks 4 it

                Comment


                • #9
                  Re: ہم بھکاری نہیں

                  v nice...................

                  Comment

                  Working...
                  X