Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
chale aaye ghar se
Collapse
X
-
Re: chale aaye ghar se
Assalaam-0-Alaikom:rose
wah..Zaeqa jii.....
buht hi umda likhti hain.........buht aaasan alfaaz mein buht gehri sachaiyaan...:clap:
Comment
-
Re: chale aaye ghar se
dorr maadey ki agar yun na thakaey ham ko
be'sakooni ki waba bhi chali jaey ghar sey
Ghar Sey ki radeef per aik bohat pyari ghazal likhi hai Zarqa aur kuchh ashaar to sabaq'amoz hain - mushkil radeef thi magar aap ney apney johar-e-hunar sey issey aasan kar dikhaya - bohat umdah! :rosetumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment