Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Koi baat karo...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Koi baat karo...!!!

    Originally posted by thefire1 View Post
    Walaikum Assalaam

    Bohat hi khoobsurat andaaz-e-bayan hay aap ka, aaj shayed pehli baar aap ka kalam paRh raha hoon aur bohat hi khushi mehsoos horahi hay itnay aala mayar ki shaaeri paRh kar.... kaafi wasee aur khoobsurat soch hay aap ki aur har shaair nihayat nafasat kay saath paish kia hay aur kafiyon ka tasalsul tou bohat hi lajwaab hay...

    Kaafi arsay say aap ki koi nayi tehreer post hoyee nahin dekhi, itna acha likhnay waalay say yehi guzarish hay kay apnay qalam ko jaari-O-saari rakhain aur apni achi aur khoobsurat tehreeron say humain mustafeed kartay rahain.

    Shukriya aur khush rahain
    Pasandeedgi ka behadh shukrya. waqt guzarney ke sath sath jese jese mera rujhan meri zindagi ne maali muamlaat ki taraf kia hay. thora dimagh ko zang lag gia hay..

    dua kejye ga.
    Last edited by Yaaram; 3 October 2009, 12:50.
    Allah

    Comment

    • #17
      Re: Koi baat karo...!!!

      buht khoob bhai..!!
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment

      • #18
        Re: Koi baat karo...!!!

        Originally posted by Yaaram View Post
        Pasandeedgi ka behadh shukrya. waqt guzarney ke sath sath jese jese mera rujhan meri zindagi ne maali muamlaat ki taraf kia hay. thora dimagh ko zang lag gia hay..

        dua kejye ga.
        Meray hisaab say har guzarta hua lamha aik shaair ki soch ko mazeed pukhta karta hay, bas iss guzaratay huway waqt kay zang per apni soch ka WD40 lagain aur phir say kuch likhnay ki koshish karain, srif start day anjaam samnay khudhbakhudh aajayga :)
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Koi baat karo...!!!

          Originally posted by thefire1 View Post
          Meray hisaab say har guzarta hua lamha aik shaair ki soch ko mazeed pukhta karta hay, bas iss guzaratay huway waqt kay zang per apni soch ka WD40 lagain aur phir say kuch likhnay ki koshish karain, srif start day anjaam samnay khudhbakhudh aajayga :)
          Koshish to main ne kabih nai kia bhayya. buss ilfaaz aa jate hain.. un safah-e-qirtaas per utaar deta hon. aur mera zoq hi un ki kaant chaant kar ke unhain tarteeb de deta hay.
          Allah

          Comment

          • #20
            Re: Koi baat karo...!!!

            Originally posted by *Hala* View Post
            buht khoob bhai..!!
            Shukrya..!! :rose
            Allah

            Comment

            • #21
              Re: Koi baat karo...!!!

              Originally posted by Yaaram View Post
              Koshish to main ne kabih nai kia bhayya. buss ilfaaz aa jate hain.. un safah-e-qirtaas per utaar deta hon. aur mera zoq hi un ki kaant chaant kar ke unhain tarteeb de deta hay.
              janab agar shaer sochnay lagay tou hum jaisay banday kia karain gain :lol humara tou dhanda choupat kar dain gain, shaaer tou apnay ehsaasat ko lafzoon main pira ko ussay qalamband karta hay jis ko hum jaisay aam log nahin soch paatay, haan magar aap kay ehsaasat ko paRh kay aap kay aala zouq ki daad zaroor daitay hain kiyonki likhnay kay liye unn ehsaasat ka feel karna bohat zaroori hota hay jo kay dili jazbaat say hi paida hotay hain aur hum jaisay log tou srif dimagh say sochtay hain aur apni rai paish kar daitay hain, intizaar rahay ga aap kay nayay kalaam ka, khush rahyeh :)
              sigpic

              Comment

              • #22

                Aapka Husn-e-Nazar hay. :jazak:
                Allah

                Comment

                • #23
                  Re: Koi baat karo...!!!

                  waah very nice
                  Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                  Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                  Comment

                  • #24
                    Re: Koi baat karo...!!!

                    Originally posted by Ehsaas786 View Post
                    waah very nice
                    Shukrya ..!!:salam:
                    Allah

                    Comment

                    Working...
                    X