Asslam O Alekum

kisi bhi shairi ko isi zaban mein parha jai jis mein woh
likhi gai ho to us ka maza he kuch aur hota hai,ye meri ek
sindhi gazal hai mene urdu mein trasnlate karne ki bhi
koshish ki hai,
dekh dekh kar teri raahen jagti hain
neend rooth gai hai nigahen jagti hain
nai nahi aai hai jawani
ahista ahista adaain jagti hain
tu ne kholi hain jab bhi zulfen apni
khelnay k liye un se hawain jagti hain
ghar sara jagta hai bhook k maare
kavi k mann mein kawitain jagti hain
shidat-e-dard se aansoo nikal aaye
habs mein aksar ghatain jagti hain
zindagi to zehar hai woh to hai
lehd mein bhi suna hai sazain jagti hain
muskan teri lati hai bahar Anjum
khafa agar tu hota hai khizain jagti hain

Comment