Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

    Originally posted by Rabia rose 33 View Post
    main ne tariq Aziz Khan se Poocha tha B/K


    pr last post mae tou muj sy bat kri thi...





    Comment


    • #17
      Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

      janab Tariq sb aap ka bohat sukriya ke aap ne mere baat ka jawab diya, mazrat cahoon ge aap ko reply karny main dair hoe,aap boha accha likhty haen kalam sada aur pur asar hae,mera bhi kuch adna sa kalam English aur urdu main Rabia Iqbal Rabi ke naam se pegham per mojood hae parhiye ga aur apne qemti rae se nawazye ga jo mere liye rehnumae ka baes ho ge
      sukriya

      Comment


      • #18
        Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

        Originally posted by Rabia rose 33 View Post
        janab Tariq sb aap ka bohat sukriya ke aap ne mere baat ka jawab diya, mazrat cahoon ge aap ko reply karny main dair hoe,aap boha accha likhty haen kalam sada aur pur asar hae,mera bhi kuch adna sa kalam English aur urdu main Rabia Iqbal Rabi ke naam se pegham per mojood hae parhiye ga aur apne qemti rae se nawazye ga jo mere liye rehnumae ka baes ho ge
        sukriya
        Muhtarma Rabia Sahiba, ma apka porey disley mashkoor hon kay apnay mera kalam passand kiya or apni pur khalos dad sey bi nawaza, dair sawair to ho hi jati ha bas ye bari baat ha kay ap nay reply tu kerdi, baqi ma bari mazrat k sath keh raha hon kay ma nay apka kalam pegham per bohut dhonda magr mujy mila nahi shayad ma pegham ki gali kochon sey abi pori tarah waqif nahi hon:-), apsey request agr ap mujy proper location bata dain kay apki poetry konsay section ma ha ya koi link day dain tu mujy apka kalam parh khushi hogi.
        Thanks
        Allah apko humaishah khush rakhay Ameen

        Comment


        • #19
          Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

          TARIQ SB THANKS TO REPLY YOU PLEASE OPEN PEGHAM DESIGNING I am there with flag icon i am in i english and also see bazam-e-shaeri
          thanks

          Comment


          • #20
            Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

            Waaaah Kya Khoob Likha Hai.

            Comment


            • #21
              Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

              Bohat Khoob
              Keep Sharing..
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #22
                Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

                waaaah geee waaah kia baaat hy

                Comment


                • #23
                  Re: Ghazal: Qalam Khoo'n ma dabota ho'n

                  Nazir sb bohut shokeriya. Allah apko humaishah khush rakhay.

                  Comment

                  Working...
                  X