Assalam-o-Alaikom, aj aik choti si nazam paish keraha hon ...................
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
NAZAM: Osnay pocha ha mujsey
Collapse
X
-
Re: NAZAM: Osnay pocha ha mujsey
بھائی صرف اپکا ہی نہیں اپنا بھانڈہ بھی پھوڑ رہا ہوں،:khi: اپ بلکل ٹھیک کہہ رہے ہیں صرف یہ نظم ہی نہیں بلکہ ہر نظم ہی حقیقی ہوتا ہے، بس لوگ صرف شاعر کے الفاظ پڑھتے ہیں، دل کوئی کوئی پڑھتا ہے۔ میرا دل پڑھنے کیلئے اپکا دل سے مشکور ہوں۔ ہمیشہ کوش رہو
Originally posted by -=The Driver=- View Post
طارق بھائی یہ نظم تھا یا میرا بھانڈہ پھوڑ رہے ہو ۔۔
ہاہاہا ۔۔۔
بہت اچھا نظم ہے بھائی جان ۔۔ کچھ حقیقی سا ہے ۔۔
خوش رہیں بھائی جان
Comment
-
Re: NAZAM: Osnay pocha ha mujsey
Shuker hai yeh nazam main ney uskey samney nahin gun'guna di warna to raha saha bharam bhi chaak ho jata :lol
Bohat khoob Tariq bhai mazzah aa geya uskey aansu dekh kertumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: NAZAM: Osnay pocha ha mujsey
agr gunguna daity tu apko onkay ansu bi nazer ajatay or on answon ma ju khushi ha os per hazaron muskorahatain Qurban. Masood bhai zindagi ki asal khushi or lazat tu on answon ma hain ju muhabat or jazbo'n ki khatir besakhta ankhon sey khud bakhud rawana hojaty hain, jisnay khushion ka ye arooj daikha ho wo bhala kilkulabi laut ker ana chahy ga kabi nahi.
Thank you Masood bhai waisey apki baat bi apni jaga bilkul sahi ha....:khi:
Originally posted by Masood View PostShuker hai yeh nazam main ney uskey samney nahin gun'guna di warna to raha saha bharam bhi chaak ho jata :lol
Bohat khoob Tariq bhai mazzah aa geya uskey aansu dekh ker
Comment
-
Re: NAZAM: Osnay pocha ha mujsey
Assalaam-O-alaikum
Wah Tariq Bhai, bohat hi khoobsurat nazm paish ki hay, zara see baat main sadiyoon ka safar tay kar lia aap nay, haal say lay kar maazi ki akaasi kardii aur madfan yaadhaasht ko phir say ujaagar kar diya…. Likhtay rehyeh aur humain apni khoobsurat shayeri say mehzooz kartay rahyeh.
Khush rahyeh
Fi amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: NAZAM: Osnay pocha ha mujsey
ap nay meri nazam itni tawajo or dilsey sey parhi jiskay liye mujy dilsey khushi hoi, jab koi apkay ahsas ko samaj kar parta hai tu is sey barh ker koi khushi nahi hoti Allah apko humaishah khush rakhay. Ameen.
Originally posted by thefire1 View PostAssalaam-O-alaikum
Wah Tariq Bhai, bohat hi khoobsurat nazm paish ki hay, zara see baat main sadiyoon ka safar tay kar lia aap nay, haal say lay kar maazi ki akaasi kardii aur madfan yaadhaasht ko phir say ujaagar kar diya…. Likhtay rehyeh aur humain apni khoobsurat shayeri say mehzooz kartay rahyeh.
Khush rahyeh
Fi amaan ALLAH
Comment
Comment