Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Meri taraf naa dekh ke ek shaam mujh mein dhalti hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Meri taraf naa dekh ke ek shaam mujh mein dhalti hai

    Meri taraf naa dekh ke ek shaam mujh mein dhalti hai
    Koi badlii gehrii neeli mujh mein aa pighalti hai

    Main ek saaya hoon gham'on ka jo bujh na payega kabhi
    Koi baat ek zehereeli mujhe mein ab bhi jalti hai

    Aankhein meri tanhaai ka ghar jo naa hua tanhaa kabhi
    Koi raat jo meri saheli, mujh mein aise chaltii hai

    Khaamosh kitnii hai zubaan naa lafz naa aawaaz hai
    Koi cheekh saans'on ki akeli mujh mein yun sambhalti hai..
    Wohh jo dekh ke mujhko yun mud gaya
    main hazaar jaano se mar gai....

  • #2
    Re: Meri taraf naa dekh ke ek shaam mujh mein dhalti hai

    bht umda sharing.......

    Comment


    • #3
      Re: Meri taraf naa dekh ke ek shaam mujh mein dhalti hai

      Really nice sharing
      Thanks

      Comment

      Working...
      X